Samanya Gyan

VISA Kya Hai Kitne Type Ka Hota Hai Kaise Apply Kare

VISA Kya Hai Kitne Type Ka Hota Hai Kaise Apply Kare

Kisi Bhi aadmi Ke Liye Bahut jaruri hota hai. Wo un logo ke liye jaruri hota hai. Jo log dusre desh aate hai. Unke liye yah visa ek tarah ki permission hoti hai. Jo ki unke liye Permit hota hai. Ki aap kisi desre yah sakte hai. Lekin wo aapke visa par depend karta hai. Ki aap kitne din dusre desh rah sakte hai. Ya us desh me aap kya kar sakte hai. Visa kai tarah ka hota hai. Jo aaj ham aapko is article me aapko batayege. Ki kis kaam ke liye kon sa visa lagega Visa ki full form  V= Visitors I= International S= Stay A= Admision hoti hai.

Agar aap kisi bhi other country me jana chahte hai. Iske liye aapko visa ki jarurt padegi. Lekin kuch ase bhi desh hai Jin me aap bina visa ke ja sakte hai. Or kuch desh me jane ke liye aapko visa ki jarurt  bhi padti hai. Jiski madadt se aap kai desho me ja sakte hai. Sirf us Akele VISA ki madadt se. Us VISA ko Common visa kkahte hai. Bahrt me Bhutan or Nepal ke logo ko bina visa aane ki permission hai. Agar ye log kisi dusre desh aate hai. Tab inhe Passport ki jarurt padti hai.

VISA Kitne Type Ka Hota Hai

  • Transit visa
  • Tourist Visa
  • Business Visa
  • On-arrival visa
  • Partner visa
  • Student Visa
  • Working Visa
  • Diplomatic Visa
  • Journalist visa
  • Marriage Visa
  • Immigrant Visa

1. Transit Visa

Yah visa un logo ko diya jata hai. Ki kisi dusre desh se kuch hi ghanto ke liye aana chahte hai. Ye visa sirf 72 Ghanto ke liye hi valid hota hai. Sath hi application karte time unko return ticket bhi dikhani padti hai.

2. Tourist Visa

Yah visa dusre desh jo log ghumne ke liye aate hai. Unke liye diya jata hai. Aap vanha Ghumne ke alawa or kuch kaam nahi kar sakte hai. Saudi Arab ne tourist visa 2004 me dene shuru kiye the Use pahle vah Haj passengers ke liye Pilgrimage visa deta tha.

3. Business Visa

Yah visa un Logo Ko Diya jata hai jo other country  me jakar business karna chahte hai. Is visa ko  lene ke liye unhe Person ko business karne ka Proposed Letter dikhana hota hai. Iske sath sath un logo ko yah bhi batana hota hai. Ki wo apna khacha kanha se lekar aayege. Ye visa 6 month se lekar 1 year tak valid hota hai. Isme kisi pakki job ko bhi Add kiya ja sakta hai. Or uske liye work visa liya ja sakta hai.

4. On-arrival Visa

Iske liye un logo ke pass pahle se visa hona chahiye. Kyonki aapki country ka Immigration department flight  me board karne se pahle hi use check karta hai. Indian government ne hal hi visa ke bare me kai badlav kiya hai. Visa On Arrival ko e-tourist ka name bhi diya gaya hai. Ab bhart aane wale ko e-tourist  visa ke liye ab unhe bhart aane ki bajay apne desh se hi Apply kar sakte hai.

5. Student Visa

Ye visa dusre desh me Higher study karne ke liye is visa ki jarurt padti hai. Or students hi is visa ke liye Apply kar sakte hai. Or is visa ki Validation institute ke hisab se hoti hai.

6. Marriage Visa

Yah visa ek Certain time ke liye diya jata hai. Maan lo koi Indian kisi kisi American ladki se sadi karna chahta hai. To vah use sadi karne ke liye India bula sakta hai. Or ase me us ladki ko america me Indian Embassy jakar marriage visa ke liye Apply karna hoga.

7. Immigrant Visa

Yah visa us condition me diya jata hai. Jab koi aadmi kisi dusre desh me basna chahta ho. Yah sirf  Single Journey ke liye hota hai. Yani jab aap is baat ke liye pakka ho ki dusra desh immigration dete ke liye tayar hai. Tabhi yah visa aapko diya jata hai.

VISA Kaise Apply Kare

Agar aap ko visa lag wana hai. Aapko kisi na kisi Sponsor ki jarurt hoti hai. Isliye agar aap tourist visa ke liye Apply karna chahte hai. To aap kisi badiya Agency se baat kar sakte hai. Ya online website se Apply kar sakte hai. Makemytrip , Yatra.com)
UK, USA or AUS ne bhart me visa application or fees collection ka kaam VFS Global services ko de rakha hai.

Visa Application Reject Ho Sakti Hai. Agar

1. Application me koi galt jankari di gayi hai.
2. Applicant ka koi Criminal record ho ya us par koi mamla pending ho.
3. Us se safety par kisi tarah ka khatra ho.
4. Uski image ya relations uske khud ke desh me ache na ho.
5. Vah desh me basna chahta ho or usne Immigrant or work visa ke liye Apply na kiya ho.
6. Visa chahne wale aadmi ke pass travel ke liye koi vajah na ho.
7. Aamdni ka koi sadhan na hona
8. Jis  desh me vah ja raha hai. Vanha rahne ka koi intjam na ho.
9. Travel or dusre desh me rahne ke liye health ya Travel insurance na ho.
10. Bahut Short notice par visa ke liye Apply kiya ho.
11. Iske pahle bhi visa Application reject ho chuki ho Or Rejection ki vajah ko dur na kiya gaya ho.
12. Aap jis desh me jana chahte hai. Uske or aapke desh ke bich relation achhe na ho.
13. Iske pahle visa ya Immigration Rules tode ho.
14.Passport bahut jald  expire hone wala ho.
15 Bina koi vajah bataye pahle jari kiye gaye visa ka istemal na kiya ho.

Is Post me Aapko visa kaise apply kare visa information in hindi america jane ke liye kya kare america jane ka kharcha canada visa information in hindi visa kaise banaye canada jany ka tarika Ke Bare me Btaya gaya hai .Agar iske bare me koi bhi sawal ya sujhav hoto neeche comment karke pucche..

Related Articles

One Comment

  1. i want to a work permit visa for Europe country
    Mujhe work permit visa kah se apply karu ore sahi agent ki jankari de pls
    Mai 10th pass hu
    1years 6 months experience sks microfinece
    Pls help me

  2. i want to a work permit visa for Europe country
    Mujhe work permit visa kah se apply karu ore sahi agent ki jankari de pls
    Mai 10th pass hu
    1years 6 months experience sks microfinece
    Pls help me

  3. Dear sir
    Mujhe thodi detail me jankari chahiye. Main German me work karne ke liye Jana chahta hu. Maine abhi passport apply kiya hai. Abhi Maine online 1 German company se baat bhi Kari hai work ke liye. Sir please help me waha Jane ke liye or visa applications ke liye kya kya chahiye. Kuchh ajent froad karte jo Kai relatives ke sath huaa h. Isliye krpya step wise agar Aap batayenge to aapka bahut abhari rahunga. Taki m kisi galat ajent ka shikar na hu.
    Mujhe krpya detail se bataye
    Dhnyawad

  4. Dear sir
    Mujhe thodi detail me jankari chahiye. Main German me work karne ke liye Jana chahta hu. Maine abhi passport apply kiya hai. Abhi Maine online 1 German company se baat bhi Kari hai work ke liye. Sir please help me waha Jane ke liye or visa applications ke liye kya kya chahiye. Kuchh ajent froad karte jo Kai relatives ke sath huaa h. Isliye krpya step wise agar Aap batayenge to aapka bahut abhari rahunga. Taki m kisi galat ajent ka shikar na hu.
    Mujhe krpya detail se bataye
    Dhnyawad

  5. Hello Dear Sir,
    I want to work in other country but I don’t know how I apply visa and what is Rull for that. So please Rply as perfect answer.
    Qualification- 10th,. 12th, ITI( Electrician)
    Experience – 2 Years With Construction Belt ( Store Keeper) and 1.8 year Honda motorcycle & Scooter India Limited (Material Service Store Department)
    Other- Basically knowledge Of Computer System.

  6. Hello Dear Sir,
    I want to work in other country but I don’t know how I apply visa and what is Rull for that. So please Rply as perfect answer.
    Qualification- 10th,. 12th, ITI( Electrician)
    Experience – 2 Years With Construction Belt ( Store Keeper) and 1.8 year Honda motorcycle & Scooter India Limited (Material Service Store Department)
    Other- Basically knowledge Of Computer System.

  7. Hi
    श्री मदन वर्मा साहब
    आपका फ़ोन नम्बर दे दिया जाए

  8. Hi
    श्री मदन वर्मा साहब
    आपका फ़ोन नम्बर दे दिया जाए

  9. Sir ji Ram mai 10th pass hu or age 44 years h mai bhi America Jana Chau Kya mai ja skta hu kam krne ke liye muje Kon sa vissa apply krna hoga mera mob. No. h8295060462or9671704194

  10. Sir ji Ram mai 10th pass hu or age 44 years h mai bhi America Jana Chau Kya mai ja skta hu kam krne ke liye muje Kon sa vissa apply krna hoga mera mob. No. h8295060462or9671704194

    1. I’m Aman Kumar Sharma village bhadeshr, mahmudabad Sitapur Uttar Pradesh my qualification inter final I am driver to 4wheeler main Saudi Arab aana chahta hun kya aap meri help karenge so thanks sir my contact number 800 94 43 680 tu 63 86 72 89 53 my phone number

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button