Samanya Gyan

Google Ka Aavishkar Kisne Kiya 

Google Ka Aavishkar Kisne Kiya

Duniya ka sabse poplar search engine Google ko Sergey Brin or Larry Page ne 4 September, 1998 banaya tha. Pahle iska name Googol tha. Jiska matlab hota hai. 1. ke piche 100 or spieling ki glati ki vahaj  se iska name Google ban  gaya. 1995 me  Sergey Brin (Soviet Paida Huye Computer Scientist) or  Larry Page (American Computer Scientist ) dono ki mulakat Stanford University me hui thi.

Iske baad dono ne  January 1996 me search engine ke bare me ek computer program banana shuru kiya jiska name tha. Backrub ” iske baad me unhone  google par kaam krna shuru  kar diya. Lekin  Google ke liye  License lene ke liye  iske pass paise nahi the.

Iske baad inhone phiir se google par bahut jyada kaam kiye or ise or jyada badiya banaya gaya. Uske baad ye apna demo lekar  Andy Bechtolsheim  ke pass gaye  jo ki Sun Microsystems  company ke co founder hai. Andy Bechtolsheim ne demo dekhte hi inhe $ 1,00,000 ka cheque diya or iske baad  baad Menlo Park, California me Google ka office or 10 language me banay gaya. Har saal par 2095100000000 search kiye jate hai. Yani ki Google per second par 60, 000 se bhi  search kiye jate hai.

Google Doodle Jaise jaise Google badiya  hota gaya vaise vaise isme khas cheez aane lahgi. 1998 me pahli baar google search page par Doodle dekhne ko mila tha. Ye doodle Nevada me Burning festival me bhag le rahe logo ke bare mebatane ke liye banaya gaya tha. Google me doodle banane  ke liye bahut badi team kaam karti hai. Jo abhi tak ek hazzar se jyada doodle bana chiki hai. Ye doodle hame sirf kisi bhi khas din ya kisi bade aadmi ki yaad par lgaya jata hai.

2005 me google ne Android company ko kharid liya. Android ki popularity ka andaja is baat se lagaya ja sakta hai. Ki aaj smartphone ke karib 80% market par iska kabza  hai. Yani  har 5 me se 4 smartphone android  operating system chal rahe hai. Har din 15  lakh se jyada llog naya Android device kharid rahe hai.

Google ne bahut sari company o kharid liya hai. Jinke bare me niche List di gayi hai.

  1.  Applied Semantics ko  April 2003 me kharid liye ye company Online advertising ka kaam karti thi.  Ise  $102,000,000 dolor me kharida gaya jo ki ab AdSense or AdWords me kaam karti hai.
  2. Android ko August 17, 2005 me $50,000,000 me kharida jo ki  Mobile software company hai.
  3. dMarc Broadcasting ki January 17, 2006  me $102,000,000 me kharida gaya jo ki ek Advertising company hai. Or abhi  AdSense me kaam karti hai.
  4. Youtube ke bare me to aapne suna hoga. Ise October 9, 2006 me $1,650,000,000  me kharida gaya Jo ki ek video Sharing ki website hai.

Ase hi google ke bahut sari website ko apne liye kharid liya hai. Jo abhi google ke liye kaam krti hai.

Yadi aap iske bare me kuch puchna chahte hai. To comment karke puch sakte hai. Agar aap ko yah pasand aaye to share karna naa bhule.

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button