Samanya Gyan

Bluetooth Ka Aavishkar Kisne Kiya Or Kab Kiya

Bluetooth Ka Aavishkar Kisne Kiya Or Kab Kiya

Bluetooth ek data ko Exchanges karne ki Wireless technology hai. Is Technology se aap kisi bhi device se data sand or receive kar sakte ha. Bluetooth ki help se aap kisi bhi device se bina wire ke data Receive or send kar sakte hai. Aaj phone , computer  , Laptop lagbag bahut se device ke andar Bluetooth technology milti hai.

In device ke andar isliye Bluetooth technology di jane lagi hai. Kyonki din bhar me in se bahut sara data sand or receive kiya jata hai. Bluetooth se aap bahut sare device ek sath connect karke data ko share kar sakte hai. Or game khale sakte hai. Bluetooth ko kam duri yanha tak ki kuch mater ke liy hi istemal kiya ja skata hai. Bluetooth ka istemal is liye kiya jata hai. Taki bina wire ke kai device ko ek sath istemal kiya ja sake. Bluetooth technology ki sabse badi baat yah hai. Ki yah ek bina wire ke sasti or Automated technology hai.

Bluetooth ek radio Technic ka istemal karta hai. Jise Frequency-Hoping Spread Spectrum kaha jata hai. JO  2,400-2,483.5  MHz  Frequency rang me bheja ja raha data ko badhata hai. Or ek Master bluetooth device  adhikatam 7 device ke sath connect ho sakta hai. Lekin sabhi device me limited fix nahi kar sakte hai.

Bluetooth ki speed WI-FI ki speed se bahut kam hoti hai. Lekin Bluetooth ne dhire dhire apni speed ko improve ki hai. Bluetooth par receive or sand ki spaad time ke anusar change hoti hai. Kyonki time anusar hardware or software me changes hote gaye or kisi bhi Electronic device ki Bluetooth speed uski hardware or software speed par depend karti hai. Blurtooth ki data Exchange speed  Rate 1-3 MBit per second hai.. Or aaj Android smartphone ke andar Bluetooth ka istemal bahut kam kiya jata hai. Kyonki Android smartphone ke andar aaj bahut speed Data exchange applications aai hai. Jisse unke andar Bluetooth ka istemal bahut kam kiya jata hai.

Bluetooth Ka Aavishkar

Bluetooth ko sabse pahle 1994  me Hartsson dwara develop kiya gaya tha. Vah us time  Ericsson Niederland me Emmen jagah  Radio system par kaam kar rahe the. Vahase unhone Bluetooth par kaam kiya or Bluetooth ka name Scandinavian Blontand / Blatten ( Purana Nors blatan ) ka ek English version se liye gaya hai. Lekin kaha jata hai. Ki Real me 10th century ke raja  Herald “Bluetooth” Blackant ke name par rakha gaya hai.

20 May 1999 ko Bluetooth Special Interest Group SIG Establishment ki gayi. Iski Establishment Ericsson, Ericsson Sony, IBM, Intel, Toshiba and Nokia, dwra kiya gaya. Bluetooth technology ko   IEEE 802-151. ke name se bhi jana jata hai.

Is technology ko bahut Popularity mili hai. 2008 me sirf 5% mobike device me Bluetooth milti thi. Aaj ki tulna kare. To lagbag 95% mobile device ke andar Bluetooth milti hai.

Iske 5 alag alag versions hai. Pahla version  1.1  tha. Jiske baad  1.2, 2.0 plus EDR, 3.0 plus HB or Version 4 aaya tha. Bluetooth ke version 1.1 ke andar jyada speed nahi thi. Isliye update kiya or iske latest version aate rahe hai.

Agar aapko is post ke bare me kuch puchna ho to aap niche comment box me comment karke puch sakte hai. Or yadi aapko yah jankari pasand aaye to share karna naa bhule.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button