Samanya Gyan

Science Ki Khoj Kisne Ki Or Kab Ki

Science Ki Khoj Kisne Ki Or Kab Ki

Aaj ham bahut asi cheej ka istema karte hai. Jo science Ki den hai, Science ka itihas science or scientist gyan ke vikas ki study hai. Jisme  Natural science or social science dono samil hai. Or science duniya ke bare me Empirical, theoretical or practical knowledge ka ek part hai. Jo scientist dwara Submitted kiya gaya hai. Aaj science ke binakuch nahi hai. Aaj science nahi hota to sayad kuch nahi hota. Kyonki science ne manav ko bahut kuch diya hai. Jiske dam par aaj manav life itni simple se ji raha hai.

Aaj aap khud hi dekh sakte hai. Aapke istemal ki jane wali choti se choti sui se lekar or badi se badi Aeroplane sabhi science ki den hai. Or is science ko itna aage le jane ke liye scientist ne bahut Contribution diya. Unke Contribution ke bina to sayad aaj itna sab kuch mukin hota hai. Or science ki bahut Success hai. Aaj science ne insan ko Earth se Moon tak phuncha diya hai. Or science se hi aaj scientist vah life Possible karne ki kosis kar rahe hai. Or kaha ja raha hai. Ki aane wale time yah nahi success milgi.

Science Ki Khoj Kisne Ki Or Kab Ki

19th century me William Vavell dwara English word scientist  sabse pahle istemal kiya tha. 1883 me pahli bar scientist word istemal kiya gaya tha. Or is se pahle nature ki inspection karne wale log khud ko “Natural philosopher” kahte hai. Jabki  Natural duniya ki empirical Check classical Antiquity Thales and Aristol dwara Described ki gayi hai.

Or madhy yug Ibn al-Hatham or Roger Bacon scientist Method ka istemal kiya gaya hai. Modern science shuruaat Modern Era me hi special roop se 16th or 17th century me Europe ki scientific revolution develops karne ke liye Conventional roop se science ke Historians ne science ko Adequate form se Defined kiya hai.

Or 18th century se lekar 20th tak science ka itihas special roop se Physical or Biological Sciences, ko aksar ek Progressive story me prsutat kiya gaya tha. Jisme kuch Theories ne juthi Assumptions ki jagahli thi. Phir Thomas Kuhn ne science ke ithas ko alag alag words me Painted kiya hai. Jisme science ke bahar Intellectual, cultural, economic or political subject samil hai.

Scientific revolution ne gyan ke vikas ke liye ek strot ke roop me science ki Establishment ki 19th century ke doran science ban gayi or 20th century ke bich se Continuous methods se Institutional ban gaya.

Yadi aapko iske bare me kuch puchna ho to aap niche comment box me comment karke puch sakte hai. or yadi aapko yah jankri pasand aaye to share karna na bhule. Agar aapke pass bhi asi koi jankari hai. To aap niche comment karke hame jarur bataye.

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button