Samanya Gyan

Idea Vodafone Airtel Ki 3G Sim Ko Free Me 4G Kaise Banwaye

Idea Vodafone Airtel Ki 3G Sim Ko Free Me 4G Kaise Banwaye

Reliance Jio ke aate hi Bharat me 4G Internet ka vistar bahut  Teji se badh gaya. Is se pahle bharat me 4G Internet company provide karti thi. Vah bhi kuch hi state me lekin JIO ek asi company aai jo pure bharat me free 4G internet ki seva ke sath me aai or ekdam se 4G internet ka istemal bahut hi jyada badh gaya or Aaj lagbag sabhi ke pass aapko 4G internet mileg. Lekin jo operator hai. Vah bhi dusre 3G sim Ko 4G me upgrade karne ki kosis kar rahe hai. Jis se Ki unke customer bhi 4G Internet speed ka maza le sake.

To Aaj Hum is post me aapko batayenge. Ki Kaise aap apne 3G sim ko 4G bana sakte hai.Vah bhi bina paise Lagaya or iske sath mai aapko kuch offer bhi milte hai. Jo ki apko company ki taraf se milege. Sabhi company Apne hisab se  customer ko offer de rahi hai. Jaise ki Vodafone me aapko 3G sim ko 4G karwane par 2GB Se Lekar 10 GB Tak ka Internet data free Milta Hai. Or isi tarah Idea me bhi aapko internet free milta hai. To aap bhi apni 3G sim ko 4G banva sakte hai.

3g Sim Ko 4g Banvane Ke Liye Kya Chahiye

  • Aapke Area me 4G network hona chahiye.
  • Aapka phone 4G hona chahiye.
  • 3g sim activate honi chahiye.
  • Aapka Ek ID Proof or ek photo hona chahiye.

Kaise Pata Lagaye Phone 4G Hai. Ya Nahi

Agar aap ek naya phone Le rahi hai. To aap online uski specification Dekh Kar Pata Laga sakte hai. Ki Phone 4G hai. Ya 3G  ya aap Kisi dukan se kharid rahe hai. To unhe bata sakte hai. Ki aap ko 4G phone chahiye to aapko 4G phone de dege Lekin agar aapne p[ahlehi purana phone liya huaa hai. Or usko aap dekhana chahte hai. Ki yah 4G hai. ya 3G ho iske kiye aap phone ki setting me jana hai. or vanha  Mobile Network me jana  hai. Or vanha jab network select karoge to vanha par agar aapko LTE ka option mile to aapka phone 4G hai. Oragar aapko sirf GSM or WCDMA ka option mile to iska matlab aapka phone 3G hai.
3G phone Mein 4G Sim Chalane Ki 3 Best Trick

Vodafone Ki 3G Sim Ko Free Me 4G Kaise Banvaye

Vodafone ki sim ko4G banwane ke liye aapko apni ID proof ke sath ek photo ke sath Vodafone retailer office Jaana Hai. Jahan se aapko Vodafone ki sim 4G sim de di jayegi Vah jo Vodafone ka retailer Hoga. Vah aapki 3G sim ko 4G me convert Karke Dega. Is se Shuru Hone Me 15 se 20 miunte Lag Jayege. Or aapko free me 3G sim ke badle me 4G sim mil jayegi.
Jyada Jankari Ke Liye Vodafone Ki  Official Website. ko visit kare.

Airtel Ki 3G Sim Ko Free Me 4G Kaise Banvaye

Vodafone ki tarah Airtel ki SIM ko bhi aap Airtel retailer se4Gi bana sakte hai. Lekin Airtel ne iske alawa or bhi service dde rakhi hai. Jis se ki aap Airtel ki sim Ko 4G bana sakte hai.

Sabse pahle Airtel ki website par jaye (Click Here) is link ko open karte hi. Aapke Samne Airtel ki website open ho jayegi waha par aapke samne Ek simple form  aa jayega.Jise aapko bhrna hai.

Yanha par sabse Pehle Aap Ko Apna name bharna hai. Phir aap ko Apna Airtel ka number bhrna hai.  4G karvana Chahte Hai. Uske baad me aap ko Niche apna address bharna hai. Janha par aapko apni 4G sim mangvaji hai. Puri detail bharne ke baad me niche”Send Me A 4G SIM ” par click kar dena hai.

Uske baad me Airtel aapko aapke ghar par Airtel ka 4G free me de Kar jayege. Nyi  sim ko Shuru karne ke liye aap ko  Us Par  20 word ka ek number diya Jayega Vah number aapko message me type karke 121 par send kar dena. hai.Or Wapas reply mai aap ko 1 likh kar send karna hai. Jise ki confirm Ho Jayega ki aap apniv3G sim ko 4G me upgrade karvana Chahte Hai.

Kuch der me aap ki purani sim band ho jayegi. Or aapka jo bhi Data ya balance hai. Vah aap ki nyi sim  par aapko Mil Jayega. Or aap nyi 4G ka istemal  kar sakte hai.

Idea Ki 3G Sim KoFree Me  4G Kaise  Karvaye

Airtel or Vodafone ki tarah aapko  Idea ke liye Idea ke retailer Ke Paas Jana padega. Wanha Se aapko 4G sim Ki Ek free sim milegi. Uske upar aap ko 16 ya 20 word ka ek number Milega. Vah  aap ko message me 12345 par send kar dena hai. Or apni request ko confirm kar dena hai.

Example: SIM 2369854789653201 likh kar 12345 par send kare.

Nyi sim shuru hote hi aapki purini sim band ho jayegi. Or aapka jo bhi data ya balance hai. Vah aapko nyi sim me mil jayega. To ase aap kisi bhi company ka sim 3G se 4G banava sakte hai.

Is Post Me Aapko how to convert 3g sim to 4g vodafone how to upgrade 3g to 4g android how to convert 3g sim to 4g idea how to check if my sim is 4g airtel airtel official 4g upgrade page how to convert 3g to 4g android airtel 4g sim activation convert airtel 3g sim to 4g online Ke Bare Me Btaya Gaya Hai .Agar Iske Bare Me Koi Bhi Sawal Ya Sujhav Hoto Neeche Comment Karke Pucche.

Related Articles

One Comment

  1. Sar mera idea sim kisi dusre ke nam par h me use apne nam par lena chahta hu or 4g banana chahta hu …pleas mujhe sahi jankari dijia jaldi

  2. Sar mera idea sim kisi dusre ke nam par h me use apne nam par lena chahta hu or 4g banana chahta hu …pleas mujhe sahi jankari dijia jaldi

  3. Sar mera idea sim kisi dusre ke nam par h me use apne nam par lena chahta hu or 4g banana chahta hu …pleas mujhe sahi jankari dijia jaldi

  4. Sir mai ye jaana ki meri 3g to 4g upgrade kiya toh toh 2 din ho gaye phir bhi upgrade ye no. 9589475668

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button