Samanya Gyan

Transport Ka Business Kaise Start Kare Details In Hindi

Transport Ka Business Kaise Start Kare Details In Hindi

India ke andar aaj transport ka business bhut jyada growth kar raha hai kyoki india ke andar road se bhut type ke import export ke business kiye jate hai.aur transport ke business bhi kai type ke hote hai jaise;truck transport jisme goods ko ek jgah se dusri jgah pe leke jane truck services provide ki jati hai ise loading services bhi khate hai aur dusra type passenger transport Simple word me kahe to koi vehicle jiske madhyam se hum ek jagha se dushre jagha jate hai passenger transportation kahate hai. yah road transport hote hai aaj india ke andar itni population hai ki passenger transport ka business ek profitable business hai.

Isliye bhut se log transport ka business karna chahte hai lekin koi jankari ke bina koi business nhi kar sakte hai isliye bhut se sawal hote ki transport business kare truck transport ka business kare ya passenger transport ka business kare. aaj hme iss artical me road transport ke bare me full jankari provide karenge ,kyoki yadi aap  Railway , Airway, Water way transport ka business karna chahte hai toh vahe ek large scale pe business hoga aur usme achii investment ki jarurart padegi uske bare me bhi jankari provide karenge lekin aaj iss artical me road transport business ke bare me bat karenge.toh koi bhi person jo transport ka business karna chahta hai uske liye bhut kaam ka artical hai.

Type of Transprotation Business

Transport business ki bat kare toh yah kai type ka hota hai jaise;
1. Railway
2. Airway
3. Water way
4. Road way
Inme se railway ko chodke sabhi transport business kar sakte hai sabhi business investment ke hisab se kuch achee large scale pe aur kuch small scale pe.sabse kam investment wala road transport ka business jiske bare me aaj hme is artical me bat karenge.

 Transport Business Starting Process

1. Transport Business Choose Kare;

Sabse pahle transport business ko choose kare kyoki transport business kai type ke hote hai jaise;imousine or taxi service, medical transportation, courier service, auto transport business, charter/bus company and trucking inme se koi aise business choose kare jiske andar apke area me compation kam hai aur apki investment ke hisab se koi bhi business ko choose kar sakte hai.aur uss business ke andar investment kare jiski apke area me demand hai.

2. Permit And License And Registering Ke Liye Pta Kare;

Koi bhi achaa sa tansport business choose karne ke bad uska achee se plan banane ke bad area ke local public utilities commission se contect kare ya unke office jaye aur pta kare ki transport business jo aap krna chahte hai uske kaise permit liya jayega aur license lena aur state or national transportation department se registering process kya hai.

3. Finance Ki Arrangement Kare;

Transport business ko start karne ke liye ki achii investment ki requirement hai.isliye pahle hi khi se achii investment ki arrangment kare business ke liye kisi bank se business loan bhi le sakte hai aap transport ka business start karenge to apko vehicles ki jarurat padegi iske bina aaap apna business start nhi kar sakte aur bhi bhut se expenses hai jaise permit, licence, garage, maintanance equipments etc.

4. Insurance Company Contact Kare;

Finance Ki Arrangement karne ke bad ek achii si insurance company se contect kare jo company achee transport business me specializes hai kyoki transport business ke andar vehicle se business tak sab kuch ka insurance karwana padta hai.

5. Purchase Your Vehicles;

Yah step iss business ka sabse jyada kharcha yani investment wala step hai iske andar business ke liye vehichles khride jate hai aur ek achee transport business ke andar achee vehicles hone chahiye jis se customer ki demand puri ja sake.

6. Maintainance Equipments;

Transport business ke liye aapko garage ki jarurat hai taki aap apne vehicle ko apne garage me safe rakh sake or time to time vehicle ko repair kar sake. Apne vehicle ke liye jitne bhi necessary repairing tools hai wo apne garage me availabe rakhe or apne vehicles ko time to time service karte rahe.

7. Business Marketing Karna;

kisi bhi business ko sucess karne ke liye uski marketing karna bhut jaruri hai marketing se logo ko apke business ke bare me pta chlega aur jyada se jyada customer ayenge toh business ki marketing jarur kare aur marketing pe jitni investment karenge utna hi benifit milega.

Toh aap iss trah se transport ka business kar sakte hai business ko sabse pahle chote level pe thodi investment ke sath start kare.

Umeed hai hmare dewara provide ki gyi jankari apke kaam ayegi aur jankari achii lage toh apne dosto ko bhi share kare aur comment kare.

Toh  Searches; truck transport business india ,how to start a bus transport business in india ,how to start transport business in india in hindi ,profit in truck business in india ,how to register a transport company in india ,how to start a transportation business with one van ,how to manage transport business in india ,transport business tips ,transport business plan sample profit in truck business in india ,transport business opportunities in india  ट्रांसपोर्ट का व्यापार कैसे शुरू करें ट्रांसपोर्ट का बिजनेस कैसे शुरू करें transport ka business kaise start kare ,is truck business profitable in india ,how to start goods transport business ,truck aggregators in india .how to start your own trucking business ट्रांसपोर्ट का व्यापार कैसे शुरू करें

Related Articles

One Comment

  1. Sir mujhe truck transport ka business suru karna hai or mai ek female hu mujhe kitne paiso ki jarurat padegi or isko truck ko transport me kaise lagayenge

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button