Samanya Gyan

Top15 Online Business Ideas in Hindi

Top 15 Online Business Ideas in Hindi

Aaj bhut se log ghr bathe business karna chahte hai . unme se kuch to part time business karna chachte hai. kuch full time business karna chahte hai. aur aaj ghr bethke bhut se aise online business hai jo intrnet ke istemal se kiye jate hai .kyoki aaj ki young genration bhut jyada internet ka istemal karti hai .lekin sabhi alag alag kaam ke liye internet ka istemal karte hai koi iska istemal entertainment ke liye karte hai koi kuch kaam ke liye iska istemal karta hai .lekin aaj internet ke uper itne paise kmane ke tarike hai koi bhi internet ke uper kaam kark e achee paise kama sakta hai . lekin yadi apko bta de ki yadi aap online business karna chahte hai to apko  ke liye Mehnat  Luck Ki Jarurat Hoti Hain Because Ye Jaruri Nahi Hain Ki Jo Aap Kar Rahe Ho Usme Bina Luck Ke Safalta Mil Jaygi .

Toh aapko bta de ki yadi aap bhi koi apna online business start karna chahte hai aur aap confused hai ki kon sa online business start karu.to apko bta de ki internet ek bahut bada marketplace hai aur yaha par bahut se tarah ke online business ghar par bhaith kiya jata hai. lekin apko ek aisa business ko select karna hoga jiske andar apka intrest ho kyoki intresyt ke bina yadi aap koi bhi business choose kar lenge to aap use nhi kar payenge . toh aaj hm apko kuch aise online business ke bare me btayenge jiko aap aap ghr bethe aram se kar sakte hai  Aap Yhan 2 Se 3 Ghante Kaam Karke Aapne Income Ko Badha Sakte Hai Aur Agar Aap Part Time Ya Full Time Job ya business  Karna Chahte Hai To Aap Inme Se Koi Bhi Choose Kar Sakte Hai.

Top 15 Online Business Ideas

1. Blogging

Blogging sabse best tarika hai online paisa kamane ka Aap Acha Paisa Lambe Time Tak Kma Sakte Hai aur  jyadatar log blogging ke dwara hi apne online career ki suruwaat karte hai. iske andar aap investment aur without investment Ke Bhut Paisa Kama Sakta Hain .  kyoki blog free me bhi ban jata hai aur thode paise lgake bhi blog bana sakte hai lekin apko  thodi si investment ke sath achaa bolg ya website start karni chahiye. blogging me aapko kisi ek topic par blog bana kar usko run karana hota hai lekin Iske Liye Aapko Writing Ke Sath us Topics ke bare me Knowledge Hona Chahiye chahiye jis topic ke uper apne blog bnaya hai  apko jis topic ke bare me achii knowledge ho tabhi aap us topic ke bare me  apni knowledge ko logo ko share kar sakte hai.

lekin apko blog se ek dem se earning nhi mil sakti hai. aap shuru ke 6 mahine ya 1 saal tak jyada paise nahi bana payenge par ye wohi time hai jab aap ko patience se kaam lena hain.aur jab aapke blog par badiya tarffic aane lage uske baad aap google adsense yaa phir affilliate marketing ke dwara isse paise kama sakte hai. aap kisi bhi topic par apna blog bana sakte hai. aap apne intrest ke hisab se kisi bhi topic par apna blog bana kar online business start kar sakte hai. ye ek best idea hai online business start karne ke liye.

2. Youtube Se Paisa Kamaye

Youtube world ki top popular video sharing website hai. Aur per day lakho karodo log iss platform par video upload, share aur download karte hai. Youtube google ka hi product hai, jisse video dekhne ke liye banaya gaya hai. aur youtube Bahut Hi Popular option hai online paise kamane ka aapko ager videos bnane ka shonk hai toh aap youtube se achee paise kama sakte hai.Iss platform par aap bina kharcha kiye free me online earning kar sakte hai  .aap Apne Phone ya camra  Se Achii Video  bna kar Youtube Par Upload Karte Hai To Aap Bhi Youtube Se Paisa Kma Sakte Hai.lekin apko Youtube se paise banane ke liye aap ko original videos upload karna hain, direct kisi movie ka trailer ya phir koi copyright video upload karke paise bana nahi sakte. aur Aur youtube terms & conditions ke according hi video banayeaap koi bhi achhi videos bnake upload kar sakte hai jaise  ki gadget review, gadget tutorial ya cooking video, games tutorial ya phir question answer on streets etc.

Agar aap soch rahe hai ki youtube se paise kaise kamaye, to mein aapko bata du ki bahut se aise youtubers hai jo video banakar youtube se lakho rupees kama rahe hai. Aap bhi youtube se income kar sakte hai lekin apko youtube se paise kamane ke liye kuch mager steps ko follow karna hoga aap sidha hi youtube par videos upload nhi kar sakte hainiche diye gye steps ko follow karna hoga .

  • Sabse pahle apko apna youtube channel bana hoga.
  • Youtube channel banane ke baad aap apna  banaya video upload kare.
  • Fir Upload hone ke baad video ko monetize karke adsense se jode. Video monetization me aapka adsense account apply ho jayega.

Kuch hi dino me aapka adsense account approved ho jayega,  aur apko  notification email ke through aapko mil jayegi. Google adsense account approved ho jane ke baad aapki earning bhi start ho jayegi. Ab simple apne videos banakar upload karte rahe aur youtube se paise kamaye. aur apki videos jitni jyada dekhi jayegi utni jyada earning hogi kyoki Aapke upload kiye gaye videos ko jab visitors dekhte hai. To video me google adsense ke ads bhi show hote hai. Aur jab bhi koi viewer inn ads par click karega to aapki earning hogi. Iske alawa bhi per 1000 view ke according $1 ke aas paas aapki income ho sakti hai.

3. Affilate Marketing

Affilate Marketing ek bahut hi popular tarika hai online business start karne ka. Agar Aap Thodi Mehnat Kar Sakte Hai To Aapke Liye Affiliate Marketing Best Option Hai Isse Aap Acha Paisa Kma Sakte Hai. Affilate Marketing ka meaning hai aap kisi product company se jud kar company ke product ki online advertisment karke ya  sale karke achaa commision le sakte hai. aap Affilate Marketing ke dwara bahut hi aasan tarike se acche paise kama sakte hai. aaj bhut si company affilate programing ki facilities deti hai . jaise Amazon ,Flipkart, snapdeal etc . aap  Affilate Marketing ke dwara in company ke product ko apne website par promote karke har mahine bahut hi badiya commision kama sakte hai.

Apko ye company apne product ke link provide karti hai unko ap apne blog ya website, facebook .etc ke uper share karke uski advertisment kar sakte hai aur jo visitor us link ke through jo product purchase karega uska apko commsion milega . Agar dekha jaye toh India ke kuch famous blogs apni sabse jyada income is Affiliate Marketing se hi kiya karte hain. kyoki iske andar apko kuch jyada nhi karna hota bus apko ek achaa sa blog ya website bnaye aur uske uper link share kare aap jitne adhik product ko sale karne me kam yab honge utna jyada apka commision hoga .

4. Seo Consultant

Yadi aap apna online business start karna cahte hai to aap Seo Consultant ka business suru kar sakte hai. Seo Consultant ka business start karne ke liye aapko acchi tarah se seo ki jankari honi cahiye. agar aapke pass acchi seo ki jankari hai aur aap seo me ek dum expert hai tab aap Seo Consultant ka online business suru kar sakte hai. Seo Consultant me aapko apne customer ke website yaa phir blog me seo ka setup karna hoga. yadi aap Seo Consultant business me success ho jate hai to aap iske dwara bahut high income har month me earn karege.

Iske andar aap jitna kaam karange utna jyada paisa kama sakte hai lekin aap ek dem se expert hone chahiye tabhi aap is business me success ho sakte hai. isliye Online Business Idea me Seo Consultant ka business ek accha idea hai.

5. Business Coaching

Aaj internet par bahut se aise log hai jo internet par apna business start karna cahte hai. aur unke pas koi ideas  nhi hota to vahe internet ke uper koi achee ideas dekhte hai . yadi apko busines ke bare me achii knowledge hai toh aap ek online Business Coaching bhi open karke online paise kama sakte hai. Business Coaching me aapko apne customer ko ye sikhana hoga ki ek online business ko start karke usko kaise successful banate hai. india me bahut se aise log hai jo online Business Coaching ke dwara apna business karke paise kamate hai. aap bhi aisa kar sakte hai. bus iske liye aapko online business ke bare me acchi jankari honi cahiye.

Aur aapke andar achii communication skills honi chahiye aur apke andar achee se koi bhi topic ki smjhane ki skills honi chahiye. aur ye bhi ek accha idea hai online business start karne ke liye.jis se aap achi earning kar sakte hai  aur aap ise part time bhi kar sakte hai .

6. Social Media Consultant

Social media consultant bhi ek best online business hai . aaj Badi badi compnay apne product ko social media par promote karne ke liye logo ko hire karti hai. lekin jo small businessman hote hai woh apne business ki social media marketing nahi kar pate hai. agar aap Social Media Consultant ka business start kar de to aap small business ke social media marketing me help kar sakte hai aur uske badle me woh aapko pay karte hai. Social Media Consultant ka business start karne ke liye aapko social media marketing ki jankari honi cahiye. aap Social Media Consultant ka business start karke bhi bahut hi acche paise kama sakte hai.

7. Web Design Ka Kaam Kar Sakte Hai

agar aapko Web Design  me expert hai to aap Web Design dwara  ke dewara achee paise kama sakte hai. internet par Web Design ka bahut hi demand hai. aur internet par online business karne wale sabhi logo ko Web Design ki jarurt padhti hai.  kyoki aaj har din bhut website banti hai aur unko design ke liye aur unki mantiance  ke liye achee expert ki jrurt padti hai  isliye yadi apko achii web designing ati hai to aap Web Design ki ek small compnay open kar de aur logo ko Web Design ke liye offer kar to ye ek bahut hi badiya online business sabit hoga.

Aur mai yakin ke sath kah sakta hu ki aapka business jarur success hoga. internet par Web Design ka business karne ka idea ek bahut hi badiya idea hai aur aap iska upyog karke apna online business start kar sakte hai. aur achaa paisa earn kar sakte hai .

8. App Develop Kar Sakte Hai

Yadi aapne App Development ka koi course kiya hai to aap iske dwara online business bhi suru kar sakti hai. bahut se aisi company hai jo apne business yaa phir dusare chizo ka App Development karne ke liye logo ko find karti hai. aap ek badiya website bana kar uspar App Development ka offer logo ko de sakte hai. ye ek bahut hi badiya idea hai online business start karne ke liye isme aapko apne customer ki jarur ke anusaar uska app develop karna hota hai. jab aap uske app ko puri tarah se develop kar dete hai tab woh aapko uss app ke badle me acchi payment dete hai.

kyoki aaj android phone ke andar app ka itna istemal hota hai isliye bhut se blogger apni website ki app tyar kerwa lete hai taki unki website ka jyada se jyada permotion  ho isliye aaj app developer ki demand bhut jyada hai  isliye kah sakte hai ki ye bhi ek accha idea hai online business start karne ke liye.aur achee paise kamane ke liye .

9.  Technical  Knowledge Provide Kar Sakte Hai

Aaj internet par daily bahut se new website aur blog bante hai. aur daily bahut se logo ke website me bahut se problem bhi aa jate hai aise me woh log kisi Technical Support team ko dekhte hai apne website ke problem ko door karne ke liye. toh yadi apko achii technical knowledge hai website ke bare me toh  aap ek Technical Support ki koi service start karte hai to aap iske dwara bhi online paise kama sakte hai. isme aapko dusare logo ki Technical problem ko solved karna hoga aur badle me woh log aapko payment denge.

Lekin apko blogger ko achii services deni hogi tabhi vahe apko achii payement denge . yadi aap aap customer ko satisfied  kar paye to vahe apko permanent apni website ki maintenance ke liye rekh lenge aur apko achii payment dange toh ye ek bahut hi simple idea hai apna online business ko start karne ka.

 10. Fiverr Se Acha Paisa Kama Sakte Hai.

Fiverr Ek Esi Site Hai Jahan Par Aap Apni Service Provide Karvake Ya Fir Ek Seller Banke 5 Dollar Se Le Kar Isse Jayda Paisa Bhi Kma Sakte Hai. Fiverr par aap ko “Gig” post karna hain.aap achee paise kama sakte hai .lekin apko  achii “Gig”  post karni  aani chahiye jis se apko unki achii kimat mile jitni achii post hogi utni achii kimat apko milegi.

11. Freelancer Writing Kar Sakte Hai

Yadi apko achii artical likhni ati hai toh Freelancer Writing bhi ek accha tarika hai online business start karne ke liye. Freelancer Writing me apko kisi dusare website yaa phir compnay ke liye artical likhna hota hai. aur aapke har ek artical ke badle me woh log aapko paise dete hai. yadi aap ek achii quality  ki artical kisi dusare website ke liye likhte hai to woh aapko 500-600rs per artical ke de sakta hai. yadi aap internet par naye hai to Freelancer Writing ek best option hai online career ko suru karne ke liye.

kyoki apko ek achee se topic ke uper artical likhna hota hai . aur iske andar koi technical knowledge ki bhi jarurt nhi hoti hai . aur na koi investment ki jarurt haoti hai isliye kah sakte hai ki ye bhi ek accha idea hai. jis se aap achee paise kama sakte hai.

12. Social Media Marketing Ka Kaam Kar Sakte Hai.

Online Social Media Marketing bhi  ek best online business hai.  Badi badi compnay apne product ko social media par promote karne ke liye logo ko hire karti hai. lekin jo small businessman hote hai woh apne business ki social media marketing nahi kar pate hai. agar aap Social Media Consultant ka business start kar de to aap small business ke social media marketing me help kar sakte hai aur uske badle me woh aapko pay karte hai. Social Media Consultant ka business start karne ke liye aapko social media marketing ki jankari honi cahiye. aap Social Media Consultant ka business start karke bhi bahut hi acche paise kama sakte hai. kyoki aaj social mediya marketing ki demand bhut jyada hai .

13. Technical Freelance Jobs

Ye sabhi jobs ke liye aap ko technical skill honi jaruri hain jaise ki Web designing, Android development, Data Entry, logo designing, Translation, 3D modelling, SEO, SMO. etcAap ko yeh sab technical job alag alag industries ki job Upwork and Freelancer website par mil jayegi. Yeh sab website me free registration kar sakte hain hala ki is mein upgrade option rehta hain jo ki professional ke liye suitable hain.

Yeh website par job milna itna asan bhi nahi hain par aapne thodi jobs complete kar di aur 5 star rating maintain kar paye to aap ke liye is website par kam karna bahot asan ho jayega.  aapke kaam ke badle me woh aapko pay karte hai. agar aap Freelancer ka business start karte hai to aapko fiverr jaise website par se bahut se kaam mil sakte hai. aur aapke kaam ke badle me aapko accha payment bhi milega .apke liye yah ek achii part time job hai .aur aaj india me bahut se aise log hai jo Professional Freelancer ke dwara har mahine laakho rupay kamante hai..

14. Selling Your Own Products

Aap apne khud ke product ko bhi online sale kar sakte hai apne nya bnaya hai ya apke pas koi purana product ho sabhi ko sale kar sakte hai Toh Ye Aapke Liye Ek Accha Business Idea Hoga Jisse Aap Income Kar Payenge Or Sath Me Khud Apne Boss Honge . iske andar aapko jitna bhi profit hoga wo apka khud ka hoga . aur na kisi ke niche kaam karne ki jrurt pdegi aap apne hisab se kaam karenge

Lekin Uske Liye Internet Ki Madad Lekin Hogi Jisme Aap Books , Helth , Lifestyle Product Bech Sakte Hain . yah bhi ek online best business hai  jiske andar aap achaa paisa kama sakte hai.

15. Photography sell krke online paisa kamaye

agar aap par photography ka shonk  hai toh aap bhi online paisa kama sakte hai bahut si website hai jaha aap apni photo bech sakte hai agar aapki photo unique hai aur HD me hai toh bilkul aapko aapki photo ke achhe daam milege. jaise ki shutterstock ek platform hai jaha images ki boli lagti hai. agar aap soch rhe hai ki kya mai apni photo bhi bech sakta hu??esa bilkul bhi nhi hota jo aapke pass unique image hai toh hi aapko paise milege. aapko iske liye ek camera chahiye jo high resolution ho like DSLR camera wagerah toh aap photography karke online paisa kama sakte ho.

Lkin apko ek dem achii or uniq photo click karni hogi jis se apki photo ke achee paise bhi mile . yadi aap koi chote mote camre se photo click kroge jo achii na ho to aap unhe sale nhi kar paoge aur yadi sale kar bhi paye to apko unki achii kimat nhi milegi isliye aap ek dem bdiyaa photo click kroge aur achaa paisa kamaoge.

Umeed hai ki hmare dewara dai gyi jankari apko pasand ayegi . aur yadi apko jankari pasand aye to apne dosto ko bhi share kare.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button