Samanya Gyan

Telephone Ka Aaviskar Kisne Kiya

Telephone Ka Aaviskar Kisne Kiya

Hum Har Roj mobile ka istemal hai. Or is se pahle telephone ka istemal karte the. kabhi socha hai. Agar telephone hi banta to mobile kaise banta aap sab ne telephone to dekha hi hoga. Or sayad uska istemal bhi kiya hoga. Or aapke man me bhi aaya hoga. Ki e kisne banaya kab banaya to aaj mai aapko telephone ke itihas ke bare me bataunga.

Alexander Graham Bell apne helper Tomas Watson ki help se 10 march 1876 mr telephone ka aaviskar kiya tha. Lekin kuch itihaskaro ka manna ye bhi hai. Ki tepephone ka aavishkar  Elisha Gray  ne bhi kiya tha. or telephone ko apne name par patent karne ke liye in dono ke bich ladai bhi hui. Lekin aakhir kar Alexander Graham Bell ne 7 march 1876 me iska patent apne name kara liya.

Graham ek tar ki madadt se kuch massage ek jagah se dusri jagah tak bhejne ke liye kuch upakaran banana chah rahe the. Isliye usne Thomas A. Watson ko bhi apne sath me liye or is par kaam karte rahe. or aakhirkar 2 june 1875 ko unhe is experiment me success mil gyi.

Alexander Graham Bell ne sabse pahle phone me ye bolo tha. Mr. Watson yanha aao. Muje tumhari jarurt hai. Elisha Gray name ke scientist ne Alexander Graham Bell par unka design churane ke aarop me court me case bhi kiya. Lekin Alexander Graham case jeet gaye. pahla  Telephone 1892 me New york or Chicago ke bich laga tha.

1880 me Great Britain me post office me istemal kiya jane  laga.
1911 me Great Britain me sirf 7 lakh post office telephone the. hir 1912 me unki sankhya badkar 40 lakh ho gayi thi.

 Prarambhik Vikas

  • 1844 me Innocenzo Manzetti ne sabse pahle telephone ya Telegraph jaisi cheez ka jikar kiya tha.
  • 26 August 1854 me Charles Bourseul ne apni Magazine me telephone me Transmitter ke bare me likha tha.
  • 11 February 1876 — Elisha Gray ne ek liquid transmitter ka experiment telephone ke liye kiya. Lekin unhone ye nahi banaya.
  • 14 February 1876 — Elisha Gray ne telephone ka patent lene ke liye ek file bheji.
  • 14 February 1876 — Alexander Bell ne bhi telephone ka patent lene ke liye ek file bheji.
  • 19 February 1876 — Gray or Bell ke bich me is patent ko lekar kafi virodh huaa. Lekin baad me Gray ne apna virodh chod diya.
  • 10 march 1876 — me Graham bell  ne apna pahla Telephone Transmission kiya or kaha  , “Mr. Watson, come here, I want to see you.” or Watson ko ye aawoz bilkul saaf saaf sunai di.

Agar aapko  is janakri ke bare me kuch puchna ho to aap niche comment karke puch sakte hai. Or yadi aapko  yah jankari pasand aaye to share karna na bhule.

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button