Samanya Gyan

Rocket Aavishkar Kisne Or Kab Kiya   

Rocket Aavishkar Kisne Or Kab Kiya

Roket ek asa  vayuyan hai. Jisko kisi bhi vatavaran me uda sakte hai. Rocket ko airplane ki tarah udan bharne ke liye vayu ki jarurt nahi hoti. Yah dharti ke  atmosphere ya kisi dusre atmosphere me uad sakta hai. Dharti par ek jagah se dusri jagah par jane ke liye airplane banai thi. Lekin dharti se bahar ke atmosphere me jane ke liye yani Space me jane  ke liye rocket kar aavishkar huaa tah. Rocket ke aavishkar ke area me ek karnti lakar khadi kar di rocket ke aavishkar se nayi nayi khoj hui. Scientists ne dharti ke bahar bahut research ki or dusre Planet par jivan khojne ki kosis kar rahe hai. Or rocket yaanne dharti se manav ko moon tak pahunchaya.

Or rocket ek asa vayuyan hai. Jo dharti ke Gravity area ko lagnte huye. Outer space tak pahunchaya hai. Yahi ek rocket yan hai. Jisse space me yatra ki ja sakti hai. Kaha jata hai. Future me yah yaan aadmi ko saur-mandal ke sabhi Planets tak pahuncha dega. Or aage yahi yaan aadmi ko duste taron grahon tak ya Galaxies ki simao tak bhi lekar sa sakega or rocket ke udne ka Theory newton ke speed ke 3 rule kirya or barabar  or Opposite reaction par aadharit hai. Rocket ke  andar Liquid oxygen ko Fuel ke roop me istemal kiya jata hai. Isme Fuel ko jalaya jata hai. To jis se High pressure par gas nikalti hai.

Or yah gas aag ke roop me High pressure me piche ko nikalti hai. Or itne pressure me reaction hoi hai. Rocket ko bahut speed se aage ki or yaani uper ki or le jati hai. Yadi rocket ka aavishkar nahi hota to manav aaj Space me nahi ja pa pata. Unka Space me jane ka spana raha jata or rocket ki help se itni badi badi Missile banai ja rahi hai.

Rocket Aavishkar Kisne Or Kab Kiya

Sabse pahle rocket ka itihas 13th century se shuru hota hai. Sabse pahle rocket ka aavishkar  chin me huaa tha. Or shuru me rocket ka istemal hathiyaar ke roop me kiya jata tha. Yah bahut hi Dangerous weapon weapon tha. Sabse pahle rocket ka istemal 1232 me kiya gaya tha. Chinese or Mongols ek dusre ke sath war mi kiya tha.

Or kaha jata mongols ladkko ke dwara rocket technology Europe pahunchi. Or phir alag alag  rulers ke Europe or Asia ke dusre hisso me Prevalent hui. Kaha jata hai. Ki 1792 me Mysore ke ruler Tipu Sultan ne British army ke sath war ke time Against iron ke bane rockets ka istemal kiya tha.

Or angrejo ne yah cheez kabhi nahi dekhi thi. Pahle we dar gaye or jab we aakhir me war har gaye or bad me British army ne rocket ke bare me jana or uska importance ko samja or iski technology ko develop kaar duniyabhar me iska istemal apni power ko badhane ke liye kiya.

Or 1926 me Robert Goddard duniya ka pahla Liquid fuel rocket ki thi. Or March 16, 1926 ko Auburn, Massachusetts par duniya ka pahla Liquid fuel rocket launch tha. 60 miles per hour, away from the 41 feet and 184 feet ki unchai tak pahunch gaya. Rocket 10 feet lamba ke liye Liquid Oxygen or Petrol ka istemal kiya gaya tha. Rocket k dharti se uthakar Space tak pahunchane ke liye power Construction ki jarurt hoti hai. Rcket engine yahi kaam karta hai.

Or 1907 me Ammo rocket ke nirman kiya Jiksa istemal war me ek Dangerous Weapon ke roop me kiya jata hai. Aaj kai tarah ki atya‍dhunik topon se bhi rocket ko launch kiya jata hai.

Or yadi aapko is jankari ke bare me kuch puchna chahte hai. To aap  niche comment karke puch sakte hai. Or yadi aapko yah janakri pasand aaye to share karna naa bhule.

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button