Samanya Gyan

Refrigerator Ka Aavishkar Kisne Kiya   

Refrigerator Ka Aavishkar Kisne Kiya

Kisi bhi khaane ki cheez ko jyada der ya din tak khaane layak  rakhne ke liye us cool rakhna padta hai  Or inhi cheezo ko cool rakhne ke liye ham Refrigerator ka istemal karte hai. Kam tapman jivano ke parjann dar ko kam kar deta hai. Or khana jyada dim tak safe rahta hai. Refrigerator  Ke andar hi Ice banane  ka Section hota hai. JIse Freezer kahte hai. In dono me thoda sa hi deference hai. Freezer ke andar taapman  pani ko jamane ke tapman ke barabar hota hai. Or Refrigerator  ka tapmaan  3 se 5 °C tak hota hai. Aaj ham aapko isi Refrigerator  ke aavishkar ke bare me batayege. Ki kab  or kisne Refrigerator  ka aavishkar kiya.

Refrigerator ke aavishkar se pahle log kisi saman ko cool rakhne ke liye Ice house ka istemal karte the. Lekin yah Ice house kisi jagah ya Snowy ilake me  hote the. 1775 me sabse pahle ek Professor ne Refrigerator  ka design banaya tha. Lekin kisi ne bhi iski or dhayan nahi diya. Iske baad 1805 me  Oliver Evans me ek american aavishkark ne closed vapor compression refrigeration ke bare me bataya tha. Jis se Ice banayi ja sakati thi. Lekin 1834  tak bhi isme kisne ruchi nahi li. Iske baad kuch or logo ne bhi Refrigerator  banane ki koshis ki lekin tarika vahi tha. Lekin iske baad 1876 me Carl von Linde ne Refrigerator  banane ke tarike ko badiya banaya or usne Refrigerator  ka patent bhi apne name karaya.

1914 me engineer Nathaniel B. Wales ne sabse pahle  electric refrigeration ke bare me scha jo ki baad me Calvinator ke liye aadhar ban gaya. 1918 me compressor ke sath  Refrigerator  ka aavishkar Alfred Mellowes ne kiya tha. Alfred Mellowes ne is aavishkar Professional roop me kiya tha.  1918 me William C. Durant ne Frigidaire Company  ko banaya janha bade paimane par Refrigerator   ka utpadan kiya gaya.  Or isi sal 1918 me Kelvinator Company ne sabse pahla automatic control wala Refrigerator   banaya. sabse pahlaa Absorption refrigerator ka aavishkar  Sweden me rahne wale  Beltter Plant Plates and Carl Munteras ne 1922 me kiya tha. Jab vo Royal Institute of Technology me padh rahe the. Yah duniya bhar me ek success Refrigerator  ban gaya or  Electrolux dwara iska Commercialization kiya gaya tha.

Refrigerator   Ke Bare Me Rochak Jankari

  • Duniya ka sabse bada Refrigerator 27 kilometers lamba tha.
  • America me har saal 8 million Refrigerator   beche jate hai .
  • 1956 me america me 80% logo ke pass Refrigerator   tha. Or 2005 me ye aankda 99.5% tak phunch gaya. Or 15% ke pass 2 Refrigerator hai.
  • Pennsylvania ek rule hai; Jiske jariye Refrigerator   ke samne sona Illegal  hai.

Yadi aap kuch puchna vchahte hai. To comment karke puch sakte hai. Agar aapko yah post pasand aaye to share karna naa bule.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button