Samanya Gyan

Radio Ka Aavishkar Kab Or Kisne Ki  

Radio Ka Aavishkar Kab Or Kisne Ki

Radio ke bare me aajkal kon nahi janta. Lekin aaj radio ki jagah nayi technology ne le li hai. Ye Prsharn ka ek acha or sasta sadhan hai. Radio ek asi technlogy hai. Jisme aavaz Wave me change karke transmit kiya jata hai. Or receiver is Wave ko change karke aawaz badal deta hai.

Radio par kuch bhi Prsharn karne ke lye do cheezo ki jarurt hoti hai. Transmitter 2 receiver. Transmitter aawaz ko radio  frequency me change kar aage ek Fixed frequency me receiver tak transmit karta hai. Radio receiver us frequency ko sound me badal kar aage bhejta hai.

Radio Ki Khoj Kab Or kisne Ki

Sabse Pahle 1864 me James Clerk Maxwell  ne Theoretical or Mathematically ye dikhaya tha. Ki electromagnetic waves bina tar ke ek jagah se dusri jagah kaise bheji ja sakti hai. Lekin baad 1879 me  unki death ho gayi or wo radio ko nahi bana sake. Uske baad 1886-1889 me ek German scientist Heinrich Hertz ne rdio ki Theory ko sabit kiya ki ye Theory sahi hai.

Iske baad 1890 me ek Italian scientist Guglielmo Marconi ne wireless  Telegraphy par kaam karna shuru kiya jab wo sirf 16 saal ke the. Or 1900 me unhone pahli baar radio massage bhej kar dikhaya. Lekinek se jyada aadmiyo ke pass massage 1906 me bheja gaya tha. Wo bhi Atlantic Ocean me Swimming kar rahe Ships ke Radio operators or ye koi massage nahi balki ek song unk sunaya gaya tha.

 Radio Ke Bare Me Rochak Jankari

  • Sabse pahle 1918 me New York me ek radio station lagaya gaya. Jiska name tha. “The Forest” par kuch dino baad hi polish ko pata lag gaya or use band karwa diya.
  • Lekin November  1920 me pahli baar Legally tor par radio station shuru karne ki permission mili.
  • Radio Advertising ki shuruaat 1923 me hui.
  • 1936 me bhart ne ek sarkari radio ki shuruaat ki jo bhart aazad hone ke baad All India Radio ban gaya.
  • 1939 me second World War ke doran sare Radio station government ne band kar diye the.

Aaj Humne aapko radio ke aavishkar ke baare me jankari di. Yah Jankari aapko kaisi lagi Neeche comment kar ke Jarur Bataye. Or yadi yah jankari aapko pasand  share karna na Bhule.

Related Articles

One Comment

  1. Good morning sir ,, sir mujhe sabse pahle aapki website bahut achchhi lagi uske baad jo templete hai bhi bahut gajab hai kya sir aap mujhe is templete ke baare me bata sakte hI ki iska kya naam hai aur kaise download karte hain .

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button