Samanya Gyan

Plastic  Ki Khoj Kisne Ki Or Kab Ki  

Plastic  Ki Khoj Kisne Ki Or Kab Ki

Aaj ham apne charo or dekhte hai. To lagbag bahut si cheeze plastic se bani hui dikhai deti hai. Or ham jitni bhi cheeze din bhar me istemal karte hai. Un me se lagbag bahut si cheeze plastic se bani hui hoti hai. Jaise ; Utensils, combs, telephones, television, children ke Toys, machines ke Spares ityadi other parkar ki vastuye plastic se banai jati hai. Aaj plastic ek Important product ban cuka hai. Modern yug me plastic ki mang bahut jyada hai. Jo cheez pahle kisi other Substances se banai jati thi. Jaise Iron or wood kisi bhi Substances se vah aaj plastic se banai ja rahi hai. Kyonki plastic other Substances ki tulna me kai karano se badiya hai.

Plastic ke dwara banai gayi cheeze jaldi se tootati nahi hai. Or dusra plastic lakdi ya kagaj ki tarah sadta nahi hai. Kisi bhi atmosphere ke andar or naa hi plastic ke uper lohe ki tarah rust lagta hai. plastic ke uper jaldi se kisi atmosphere  ka koi effect nahi padta or plastic se equipment banaye jate hai. Kyonki plastic Electric ka conductor hota hai. Or plastic ki age bahut jyada hoti hai. Kyonki plastic bahut lambe time tak tikata hai. Or plastic se banai gayi vstuye or dhatu ke mukable me sasti or jyada time tak tikne wali hoti hai.

Or plastic ki ek bahut khaas baat hai. Ki isko aasani se kisi bhi aakar me change kar sakte hai. or plastic ke andar koi matter milke bahut si cheez banai ja sakti hai. Or plastic ki dusri cheezo me mila ke isliye banaya jata hai. Takiunhe jyada time tak chalaya ja sake.

Plastic Ki Khoj Kisne Ki Or Kab Ki

Sabse pahle plastic natural materials jaise natural rubber,  nitrocellulose,Collagen, Galalite se banaya gaya hai. 1600 B.C me  Mesoamericans , natural rubber, ka istemal Balls, bands, and statues ka istemal kiya or pahle Man-made plastic 1855 me Alexander Parks dwara banaya gaya tha. Use Parkesine (nitrocellulose) kaha jata tha. Jisko 1856 me Alexander Parks ne Birmingham, me UK dwara patent karaya gaya tha. Or yah London me 1862 me mahan International exhibition me parstut kiya gaya. Or unhone 1862 World fairs me ek bronze medal jeeta.

1897 ke last me Wilhelm Frisk or Adolphe Spitzer namak 2 German Chemists ne Blackboard ke nirman  hetu Slate ke Find alternatives ka Effort kar rahe the. 1846 se 1940 tak Effort or bahut se Experiments ke baad ki Casin par pharmaldehyde Reactions se animals ki Horn se plastic jaisa ek matter mila jisko plastic ki tarah kai parkar se istemal kar sakte the.

1900 me puri tarah se Synthetic thermoset, phenol or formaldehyde ka istemal karke plastic banana shuru kiya 1900 Germany or France me Casin me manufactured plastic ka Business start up ho gaya Belgian ke American citizen Dr. Leo Backland ne plastic banane me apni impotent bhumika nibhai 1909 me  Phanol or Formaldehyde ki Reaction me kuch changes karke Bekland ek asa plastic manufactured  karne me Successful huye jiska istemak kai Industries me kiya ja sakta tha. Bekland ke name par hi is naye plastic ka Naming Becklite rakh gaya.

Plastic ki khoj ke field me kai scientist ne Vital contribution diya hai. Scientist ki itni hard work se hi aaj hame plastic  istemal karne ko mil raha or din bhar iski badhti hi ja rahi hai. Aaj kal kai vstuo ke nirman me plastic ka istemal kiya ja raha hai. Or hamare ghar me istemal hone wali bahut si cheeze plastic ki banai hui milti hai. Charo taraf plastic ka yug hai.

 Plastic Ka Recycling

Plastic ek asa matter hai. Jiska Redress nahi kiya ja sakta yani ki iskko khatm nahi kiya ja sakta or is ko jlane par atmosphere  me bahut jyada matra me Pollution hota hai. To Atmospheric pollution ko dekhte huye plastic ka Recycling  par jor diya gaya hai. Yani ki plastic ko istemal karne ke bad usse recycling karke kisi or cheez ke nirman me istemal kiya ja sake jaise plastic ki bottle ko pighla kar unhe plastic ki Chairs or tables ke roop me dhola ja sakta hai.

Or plastic Recycling ki average other vastuo jaise news paper lagbag 80% or nalidar Fiber board lagbag 70% ki tulana me bahut kam hai. 2005 me sabhi plastic ki bottle ki Recycling 24% thi.  Jo bahut kam matra me thi. Lekin kuch time se plastic ke recycling me bahut jyada matra me padhte hui. Or log jagruk hone ke sath plastic ka kam se kam istemal karne ki kosis kar rahe hai.

Yah jankari aapko kaisi lagi niche comment karke jarur bataye. Oryadi aapko is jankari ke bare me kuch puchna ho to aap niche comment karke puch sakte hai. Agar aapko yah jankari pasand aaye to share karna naa bhul.

 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button