Samanya Gyan

Motorcycle Ka Aavishkar Kisne Kiya Or Kab Kiya

Motorcycle Ka Aavishkar Kisne Kiya

Motorcycle ko Motorbike or bike bhi kahte hai. Kyonki Motorcycle motor se chalne walicycle hai. Or ise bicycle ke design ko dekh kar hi banaya gaya tha. Or aaj Motorcycle itni popular ho chuki hai. KKi lagbag sabhi gharo me ek bike mil hi jayegi. Jis tarah pahle bicycle ka istemal kiya jata tha. Usi tarah aaj motorcycle ka istemal kiya ja raha hai. Logo ke pass time ki kammi ho gayi or dinbhar kr bahut se kaam ke liye idhar udhar jana padta hai. To time ki bachat or jaldi kaam karne ke liye motorcycle ka istemal kiya jata hai. Or dinbhar iski mang badhti ja rahi hai.

Aaj log sirf kaam ke liye hi balki hobby ke liye bhi bike rakhte hai. Or motorcycle aaj sabse jyada bikne wala sadhan hai. Or Developing countries me in ki bikri other kisi sadhan se jyada hoti hai. Kyonki Developing countries me kam kimto or jyada Fuel economy ke karan motorcycle bhari Useful hai. Lekin jis tarah motorcycle ki  jarurt badi usi tarah iske nuksan bhi bade hai. Kyonki inki kimat or sadhn se kam hai. Jise ise log jyada se jyada kharidne lage hai.

Or jyada patrol ki khapt ke karan Pollution mr badhotri hui. Lekin iske liye piche hi sarkar ne naye rule ke anusar bike ke engine ke andar change kiye hai. Bs4 engine ka istemal karna jaruri kiya . Lyonki pahle inke andar Bs-3 engine lagte the. Jo jyada Pollution karte the. Or company ne Pollution ko dekhte huye Electronic bike bhi banana shuru kar diya hai.

Aaj market ke andar bahut khub bahut sahi Electronic bike mojud hai. Or alag alag kaam ke liye alag alag tarah ki bike hai. Jaise lambi duri ki yarta , Transportation, Running, Racing Games, and Off-Road Rides aadi Motorcycling Motorcycles & Motorcycle Clubs me bhag lene or Motorcycle rails me bhag lene jaisi social activities me bhi inka istemal kiya jata hai.

 Motorcycle Ka Aavishkar

Motorcycle ke aavhkar se pahle cycle bani thi. Jisme  motor nahi thi. Or pairo se chalani padti thi. Or

Uske baad pahla Petroleum fuels wala Motorcycle Daimler Ritwagen tha. Yah design 1885 me Germany ke aavishkark Gottlib Daimler and Wilhelm Maybach Germany dwara.

Sabse pahle patrol se chalne wala motorcycle 1855 me Germany ke aavishkar Gottlib Daimler or Wilhelm Maybach Germany ne banaya tha. Jiska name Daimler Ritwagen rakha gaya.

Iske baad 1884 Edward Butler ne London me Stenley bicycle show me 3 wheel ka commercial design dikhaya tha. or phir 1888 me Merriveder Fire Engine Company me iska nirman kiya tha.

3 wheel  commercial desing 1884 me Edward Butler ne banaya unhone 1884 me London me Stenley bicycle show me vahan ke liye ani yojnao ka pradarshan kiya or 188 me Greenwich Merryweather Fire Engine Company kiya ne is vahan ka nirman kiya tha.

Butler Petrol Cycle ek 3 wheel vanah tha. Jisme sidhe  5/8 HP (466W) 600 CC (40 inch 3 inch, 2 inch 5 inch (57 × 127-MM)) Flat twin four stroke engine dwara  Operated  kiya gaya tha.

21th century  me Daimler Ritwagen ko duniya motorcycle ke roop me mana jata hai. Or motorcycle Industry chief roop se chines Industry or Japanese motorcycle companies dwara motorcycle banai ja rahi hai. Aaj badi capacity wali motorcycle ke alawa choti capacity 300 CCC se kam wali motorcycle bhi market me available hai. Jo jyadatar  Asian or African countries me Centered hai. Or yah chin or bhart me utpadit hai.

Ek Japanese company Honda  jo dunniya ki bahut baadi motorcycle Manufacturer company hai. Or 1958 me Honda Super cube hai. Jo is time ka sabse jyada bikne wala vahan hai. Iske April 2008 me 60 million unit ka utpadan huaa. Aaj is filed me jyadatar Indian company ka bolbala hai. Janha Hero MotoCorp  duniya ki sabse badi 2 wheel vahan nirmata company hai. Iski Splendor model ne 8.5 million se jyada motorcycle bechi hai. Or Iske alawa motorcycle  utpadak Bajaj or TVS Motors bhi hai.

Duniya ki sabse jyada motorcycle banane wali company Honda hai. Jo ki japan ki company hai.

Yah jankari aap ko kaisi lagi niche comment kar ke hame jarur bataye. Or yadi aapko is jankari ke bare me kuch or janna ho to aap niche comment karke jan sakte hai. Or yadi aap ko yah jankari pasand aaye to shre karna naa bhule

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button