Samanya Gyan

Mobile ka Aavishkar Kisne Kiya 

Mobile ka Aavishkar Kisne Kiya

Aaj har kisi ke pass mobile phone hai. Mobie phone aaj ki jarurt ban gaya hai. Ham mobile ke bina ghar se nikalne ki bhi nahi sochte to aaj janiye ki mobile phone kisi ne or kab banaya tha. Aaj ham aapko batayege. Phone ki puri jankari or iske kuch rochak tathy jo sayad aap nahi jante.

Pahla Mobile phone  Motorola ka1973 meJohn F. Mitchell or Martin Cooper  ne dikhaya tha. Jisk weight 2Kg tha.

Motorola ka DynaTAC 8000x Model Commercial roop se 1983 me istemal kiya gaya tha.

1979 Me pahla  Automated Cellular Network japan me shuru kiya gaya tha.
Ye first-generation (1G) System tha jiski madadt se ek bar me kai logo aapas me cell kar sakte hai. 
Pahla sim card  1991 me Munich smart card maker Giesecke & Devrient ne Finnish wireless network operator ke liye banaya tha.

1991 me 2G technology  Finland me  Radiolinja ne shuru ki thi.
Or uske pure 10 saal baad 2001 me aaya 3G jo japan ki company  NTT DoCoMo ne shuru kiya tha.

1983 se 2014 tak lagbhag 700 crore  Mobile Phone ka istemal kiya gaya.
2014 Ki sabse jyada phone banane wali company  Samsung, Nokia, Apple or LG thi.
2014 me duniya ke  25% mobile sirf Samsung ne banaye the.13% Mobile Nokia ne banaye the.

Mobile Ka Itihas Ek Nazar Me

 40 saal pahle 3 April 1973 ko Motorola ke Engineer Martin Cooper ne apni Competitor company ke ek Staff ko phone kar mobile par batchit ki shuruaat thi.

Iske lagbhag 10 saal baad Motorola ne pahla mobile Handset market me utara tha. Iski kimat karb 2 lakh rupay thi.

 Aaj duniya me iske karib 6 billion se jyada user hai.

 Motorola ke pahle Handset ka name tha. Diana tac iski battery ko ek bar charge kar lagbhag 35 minute tak bat ki ja sakti thi.

Diana TAC ko market me utarne se pahle uska weight karib 794 Gram tak kam kiya gaya. Iske baad bhi itna bhari tha.  Ki Iski chot se kisi ki jaan ja sakti thi.

Comedian Erin Wise ne1985 me St. Catherine’s Harbor se Vodafone ke office phone kar Britain me mobile phone ke istemal ki shuruaata ki.

French businessman Philip Khan ne 11 June1997 ko apni Newborn daughter sophie ki photo lekar camera wala phone ki shuruaat ki.

 Bhart ke sath kai dusre desho ne pichle kuch saalo me gadi chalate time mobile par  baat karne se ban aga diy hai.

Arizona ke ek Establishment  ne September 2007 me Dog ke liye mobile phone market me utara lagbhag 25 hazar rupay ki kemat wala yah phone GPS facility se lass tha.

 1993 me Organized wireless world conference me IBM SIM name ka pahla smartphone pes kiya gaya. Isme shuruati dor ki screen touch lagi hui thi. yah Email, Electric pager, calendar, calculator or Address book ke roop me kaam kart tha.

Text massage ke liye 160 word ki sima Friedel Hällebrand name ke ek German engineer ne shuru ki. Iska khayal unhe Typewriter. ka kaam karte hu aaya.

 Postcard ki lambai or business telegram ke study ne unki dharna ki pusti ki Mobile industry ne ise 1986 me mapdand bana liya. Iska effectham twitter par bhi dekh sakte hai.

Saal  2012 me 1 Arab 70 crore mobile handset bike sabse jyada bikne walo me Nokia Samsung or Apple ke handset samil the.

Britain Mein Pehla SMS Neil papupartha name ke ek engineer ne 3 December 1992 ko Orbital 901 handset se apne dost Richard Jervis ko bheja tha. Unhone likha tha. Mary Christmas.

Britain me 2011 me mobile phone customer ne 1 Arab 50 crore  SMS bhej the SMS bhejne walo me  12 se 15 saal ke baccho ki sankya Jyada thi. Inhone har week average 193 SMS bhej.

Duniya bhar Me Kahi Bhi kisi bhi time log Ek Doosre Ke connection karne ke liye mobile phone ka istemal Karte Hai. Ek time tha Jab iske liye bahut jyada weight wale handset ka istemal Karte the.  Aaj Ye mobile handset bahut Patle aur Chote aur Suvidha Janak Ho chuke hai.

Modern mobile phone infrared bluetooth or other wireless facility say less hai.

Mobile phone ki Tamam kudiyon ko ke baad bhi inki bahut Weaknesses bhi hai. Jaise gadi chalate Hai time is Ka istemal Karna bahut hai dangerous hai.Kai baar iska istemal dikkat karne ke liye Bhi kiya jata Hai. Vanhi kuch students is ka istemal nakal karne mein karte hai. Ise Dekhte huye kai school ki class me mobile phone Le Jana par ban Laga Diya Hai.

Aaj kal ke mobile phone par net banking web suffering, video streaming, or video game Jaisi facility ka Anand liya Ja sakta hai.

Search Me Pata Chala Hai. Ki smartphone ka istemal karne wale log parti din average 12 minute call par kharch kar dete Hai.

Mobile phone Ke customer handset par game khelne per 14 minute kharch Karte Hai.

Mobile phone Ke customer handset par average 16 minute music sunte hai.

 We Social media par 17 minute bitate hai.

 Online Browsing par 25 minute bitate hai.

Mobile phone Ke customer handset ka sabse jyada istemal time dekhne ke liye karte  hai.

 Ab tak ka sabse Jyada bikne wale mobile handset ka record Nokia 1100 ka hai. jo ki 2003 me launch hone ke baad 25 crore se jyada set beche.

 Jab yah Afwah udi ki Nokia 1100 ka istemal Online money transfer ko hack karne ke liye kiya jata hai. To is phone ki kimat lagbhag $10000 ke karib ho gayi thi.

iPhone June 2007 America me launch kiya gaya tha. Us time log phone lene ke liye Raato Ko line me lagte the.  lekin baad me isse unhe niraasa Hath Lagi Kyonki yah phone unki ummido par khra nahi Uttara.

Saal 2011 ke last me developing countries me lagbhag 78% logo ke pass phone tha. Developed countries me yah figure 100 logo par 122 ka tha.

2011 ke last me bhart me 100 logo me se 74 log mobile ka istemal kar rahe hai.

 Asa anumaan hai . Ki 2016 me mobile phone ki saalana bikri karib 2 Arab ek crore unit ho gayi thi.

Bhart me 2015 tak mobile ki salana bikri 32.2 Crore unit ho gayi thi.

Britain or Wales me 2008 ke baad se har saal karib 8 hazar logo ko adi chalate time mobile ka istemal karne ke aarop me pakad kar Court me pes kiya jata hai.Inme se karib 25% case akele London me samne aate hai.

♦ Google ki subsidiary company Android Inc. ne 2007 me touch screen mobile phone, Smartphone Or Tablet Computer ke Liye Android name ka Operating system market me launch kiya.

♦ Mobile phone Manufacturers ne consumerski jarurto ko dekhte huye ab handset me memory card ke liye jagah Flip screen, camera, touch screen or USB port jaisi facility deni shuru kar di hai.

  India, Africa or Brazil  jaisi Emerging economies mobile phones ka  parmukh market hai. Bhart me har month karib 60 lakh mobile bikte hai.

 Aj mobile phone par batchit ke liye har din ke recharge coupon se lekar Monthly billing wale plan mojud hai. Inke jariye customer mobile par baat Internet Surfing, Messaging jaisi facility fayda uthate hai.

 Sony ka naya smartphone Xperia Z pani me bhi kharab nahi hota hai. yanhi company ke camera ki hi tarah HDR video record kar sakta hai.

Duniya ka sabse Mehnga phone Stutt Hughes Diamond Rose iPhone 4 hai Jiski Kimat 7,850,000 dolor hai. Is phone me 100 crate ke 500 diamond lage huye hai. Phone ka back cover me Rose gold ka bana huaa. Jabki Apple ko logo Diamond ka bana huaa hai.

 Nokia ka 1100 phone duniya me sabse jyada bikne wala phone hai. Puri duniya me iske karib 250 million unit biki thi. Nokia ne 1100 ko 2003 me launch kiya tha.

Siemens XP  3300 (XP3300) force duniya ka sabse majbut phone smartphone hai. Jiska name Guinness world record me bhi darj hai. Is phone ko 84 fit ki unchai se girane ke baad bhi istemal kiya gaya hai. Iske alawa pani me2 minute rakhne  ke baad bhhi isme koi kharabi nahi aai.

Siemens ne  SL45 (SL45) name se duniya ka pahla music phone lunch kiya tha. Jisme Expandable memory ke sath Mp3 player or headphone support bhi tha.

 Mobile se massage karne ke mamle me puri duniya me philippines sabse aage hai. Yanha par har roj 1.4 billion text massage bheje jate hai. Pahle yanha par mobile se massage karne par koi charge nahi laagta tha. Lekin ab iske liye sirf name ka hi charge dena padta hai.

1985 me 45 saal ke Recycling freightham hillbrand ne 160 Character message ka concept nikala tha. Unhone dekha ki Typewriter me jyadatar massage 160 character ke the. Jabki sabse pahle mobie me massage character limit 128 character thi.

 Ho sakta hai. aapko ye sunkar thodi harani ho lekin 1865 me Nokia paper banane ka  kaam karti thi. Iske alawa company Rubber ke kuch product bhi banati thi. Jaise Electric Cable, Gas Mast or Plastic, Nokia ne apna sabse pahla mobile 1980 me launch kiya tha.

James Bond ne apni movie me sabse pahla phone Sony Ericsson JB988 ka istemal kiya tha. James Bond ane is phone se na kavel cell kar sakta tha. Balki isme kai extra feature bhi the. Jaise Fingerprint, remote control ka kaaam karna.

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button