Samanya Gyan

LIC Policy Ki Online Details And Statement Check Kaise Kare

LIC Policy Ki Online Details And Statement Check Kaise Kare

Aaj yadi koi incurance policy leta hai ya policy lena chata hai to vah chahta hai ki usko policy ke bare me puri jankari mile taki vah us policy ki trem ya condition ke hisab se policy ko choose kar sake aur yadi policy le rakhi hai to apni policy ki details milti rhe. lekin yadi policy leni hai to apko us company ke agent sari information denge aur apko puri term aur conditon btayenge lekin kai bari agent bhut si jankari nhi btate hai aur wo policy lene ke bad pta chlti hai.

Toh is se achee hai ki aap online puri jankari company ki website se le aur puri trem aur condition achee se pdh ke aur uske bad koi policy le aur apne pahle se policy li hai aur yadi apne policy le rakhi hai to apko bar bar insurance comany ke office jana padta hai policy ki jankari lene ke liye yadi apko policy ki statement pta karne ke liye Kyoki bhut bari policyholder ko pta nhi chlta ki premium payments ki date kb ki hai aur pay out ki date miss out ho jati hai jis se usko plunty lagti hai.

Aur is se bacne ke liye policyholder ko bar bar apni policy statement ko dekhna padta hai aur aaj itna time kisi ke pas nhi hai jo vah bar bar company ke office ke chakr kate isliye aaj hm apko btayenge ki aap kaise online LIC Policy ki deatils aur Statement ka pta kar sakte hai. kyoki aaj LIC apne customer ko yah facilities provide karne lagi hai.

Check Your LIC Policy Status Online

Aaj  LIC ne apni legbhg sabhi facilities online customer ko provide karne ki sochi hai aur LIC’s e-services se aap customer ko sabhi  services online provide kar rhe hai . customer LIC’s e-services se apni policy ki statement ki jankari se lekar policy ko buy bhi kar sakta hai.

LIC’s e-services sabhi state ke andar state run insurer ke dewara provide kari jati hai. aur LIC policy status online checking  ke different methods hai jo company dewara provide kiye jate hai . aur apko bte de ki aap offline bhi apni policy ki information le sakte hai.Aur company tool free number bhi provide karti hai . jis se customer call

karke bhi apni policy ke bare me jankari le sakte hai. aur yadi apko toolfree number se apni policy ke bare me janakari leni hai to apko policy ke bare me kuch details deni pdegi tbhi apko company apki policy ke bare me janakri degi werna nhi degi.To aaj hm kuch online policy deatils chack karne ke method ke bare me bat karnge

aur sabse pahle hm bat karte hai. register a user account  method iske andar apko btayenge aap kaise aap apne policy ki details pta kar sakte hai.

New Users E-Services Ke Liye Registration Kaise Kare

E-services ke liye register ke liye  LIC home pageke uper option milta hai. yadi koi first time user hai to use registration form fulfill karna padta hai aur use login credentials  choose karna padega.aur kuch details mani jati hai. sari details fulfill karne ke bad apka successful registration  ho jata hai aur successful registration ki confirmation mail  apke registered email address pe send kar di jati hai.

Fir usme apko ek URL provided aur is URL ke through apko ek aise page ke uper bheja jayega janha user apne acount ko policy ke sth link kar payega.aur vanha user kuch details fulfill kare jaise ;  policy number, premium amount, date of birth, etc aur submit kar de aur yadi jo information apne enter ki hai usme kuch error hai to usi time display ho jayega aur aap use thik kar sakte hai. aur LIC E-services ka benifit le sakte hai .

Iske andar aap aoni id open karke apni plicy ke bare me kuch bhi information le sakte hai. lekin aap kewal anhi hi policy ki information le sakte hai dusro ki policy ke bare me koi information nhi le sakte hai.

Registered Users Online Policy Status Kaise Chack Kare Process

Yadi koi user pahle se registred hai. to vah assani se apni policy ki information le sakta hai.vah apni policy ki bhut si information le sakta hai jaise; premium payments, group schemes, accrued bonuses, etc suko kuch nhi karna padta vah LIC ki officially website ko open karke vanha username and password dalke apni ID log in karke aur apni policy ke registration number dalke aur apni policy ki sari update chack kar sakte hai. apko step to step btate hai ki aap kaise online apni policy status chack kar sakte hai.

Step-1. Sabse pahle aap LIC ki website pe jaye aur apko main page ke uper apko Online Services option milega uske uper click kare.Step-2. Ab ya login page vanha redirect ho jayga janha Registered User option choose karna hai.

Step-3.  Ab aap log in ke andar username and password bahre aur log in kare.

Step-4. Ab registered customers ke policy tools ko listing karne wala page open kare.

Step-5. Uske bad us page ke uper View Enrolled Policies option ko choose kare.

Step-6. Ab apki policy ki puri details apke samne hogi jaise;enrollment date, premium amount, and vested bonuses etc.

Step-7. Aur aapp apni policy number pe click karke apni policy ki position bhi pta kar sakte hai.

LIC Policy Ka Offline Registration Kaise Kare

LIC ne apne customer ko ek quick facilities bhi di hai kuch time phle LIC ne SMS and Phone Call service start ki hai. is se koi bhi customer apne phon ya SMS karke apni policy ki jankari le sakta hai. yah services un customer ke liye jo internet ka istemal karna nhi jante hai ek bhut hi achii facilities hai.

Iske andar web portal par loggin kiye bina customer apni policy ke status pta kar sakta hai. aur iske koi registration ki jarurat bhi nhi padti hai.aur bhut jaldi apni polic ki position pta chal jati hai.aur sabse khas bat is facilities ki aap offline me apki policy ke bare me jan sakenge.

SMS Se Apni Policy Ki Position Kase Pta Kare

Apko hmne uper bhi btaya ki ek populer insuance company hai aur iske customer bhut jyada trust karte hai is company pe isliye aaj iske bhut jyada customer haikyoki yah company apne customer ko bhut se offer or facilities provide karti hai.aur unme se ek SMS se policy ki information lena hai. is facilities se company apne customer ko updated throughout rakhna chahti hai.

Lekin yadi apko SMS karna hai to apko sabhi jankari ke  hisab se alag alag code type karke aur 56767877 pe sand karna hoga jaise apka status janane ke liye SMS, type ASKLIC aur 56767877 pe send kare usi trah alag alag code hai jaise;-

Type of Enquiry SMS code
  installment premium ASKLIC PREMIUM
  revival amount ASKLIC REVIVAL
 know bonus additions ASKLIC BONUS
  know the amount of loan available ASKLIC LOAN
 nomination details ASKLIC NOM

Aur yadi apne pension policy le rakhi hai hai to pension policy status jane ke liye alag code hai.  jaise;-

Type of Enquiry SMS code
For IPP policy status ASKLIC STAT
For existence certificate due ASKLIC ECDUE
Last annuity release date ASKLIC ANNPD
Annuity amount ASKLIC AMOUNT
Cheque return information ASKLIC CHQRET

LIC Policy Status Calling Se Kaise Chack Kare

Yadi kisi customer ko text massege nhi karne ate hai.to uske liye bhi company tool free calling facilities provide ki hai jis se koi bhi customer  24×7 IVRS kisi bhi time calling karke apni policy ki update le sakta hai. aur area ke hisab se alag alag hai.

Customers zonal branch se  policy enquiries le sakta hai lekin regional offices ko alag alag zone me eight zones me divided kiya gya hai. jaise;-Central Zone, Eastern Zone, East Central Zone, Northern Zone, North Central Zone, Southern Zone, South-Central Zone, and Western Zone. aur sebhi ke area me alag alag LIC help line number hai.

Helpline number for MTNL and BSNL users 12151
For calls from all other landline and mobile Dial city code followed by 12151

Customer support number for Central Zone

Bhopal 0755-2676254
Bilaspur 07752-2203732
Gwalior 0751-2448606
Indore 0731-2523513
Jabalpur 0761-2671079
Raipur 0771-2583062
Satna 07672-228100
Shahdol 07652-248469

Customer support number for Eastern Zone

Asanol 0341-2256012
Berhampur 0680-2296390
Bhagalpur 06412-2322016
Bhubaneswar 0674-2303140
Cuttack 0671-2307857
Hazaribagh 06546-272611
Jamshedpur 0657-2320564
Muzaffarpur 0621-223904
Patna 0612-2204067
Sambalpur 0663-2541388
Begusarai 0624-3245265
Bongaigaon 03664-228281
Guwahati 0361-2638404
Howrah 033-22434614
Jalpaiguri 03561-255443
Jorhat 0376-2361613
Kharagpur 03222-253302
KMDO-I 033-22126122
KMDO-II 033-23970025
KSDO 033-23342708
Silchar 03842-241716

Customer support number for North-Central Zone

Aligarh 0571-2420066
Allahabad 0532-2401854
Bareilly 0581-2301712
Dehradun 0135-2668231
Faizabad 5278-244261
Gorakhpur 0551-2230322
Haldwani 05946-267886
Kanpur 0512-2368546
Lucknow 0522-2624214
Meerut 0121-2671201
Varanasi 0542 2454420

Customer support number for North Zone

Ajmer 0145-2661878
Amritsar 0183-2556658
Bikaner 0151-2225920
Chandigarh 0172-2784620
Delhi-I 011-28844132
Delhi-II 011-28822223
Delhi-III 011-28855115
Jaipur-II 0141-2713708
Jaipur-I 0141-2745834
Jalandhar 0181-2459826
Jodhpur 0291-2657849
Karnal 0184-2266580
Ludhiana 0161-2521838
Rohtak 1262-228328
Shimla 0177-2629212
Srinagar 0191-2475839
Udaipur 0294-2488581

Customer support number for South-Central Zone

Bangalore I 080-22966515
Bangalore II 080-22966812
Belgaum 0831-2438808
Dharwad 0836-2441968
Hyderabad 040-23420771
Kadapa 08562-247017
Karimnagar 0878-2240597
Machilipatnam 08672-223372
Mysore 0821-2495764
Nellore 0861-2323072
Raichur 08532-232432
Rajahmundry 0883-2423832
Secunderabad 040-27665039
Shimoga 08182-251320
Udupi 0820-2536907
Vizag 0891-2533211
Warangal 0870-2579364

Customer support number for Southern Zone

Chennai 2 044-23451551
Coimbatore 0422-2303503
Ernakulam  0484-2361938
Kottayam 0481-2580121 / 0481-2580102
Kozhikode 0495-2728746
Madurai 0452-2537778
Salem 0427-2411487
Thanjavur 04362-233678
Thrissur
Tirunelveli 0462-2560925
Trivandrum 0471-2540932

Customer support number for Western Zone

Ahmedabad 079-25511419
Amravati 0721-2660145
Aurangabad 0240-2329299
Bhavnagar 0278-2421963
Gandhinagar 079-232-38250
Goa 0832-2438418
Kolhapur 0231-2661135
Mumbai-1 022-22028225 / 022-66599066
Mumbai-2 022-24010375 / 022-30492020
Mumbai-3 022-67819220
Mumbai-4 022-66599233
Mumbai-SSS 022-26267050
Nadiad 0268-2532134
Nagpur 0712-2546436
Nanded 02462-221777
Nashik 0253-2317607
Pune-1 020-25512969
Pune-2 020-24217638
Rajkot 0281-2483210
Satara 02162-224708
Surat 0261-2801407
Thane 022-25829702 / 022-25827728
Vadodara 0265-2225188

Apni LIC Policy ki Surrender Value Kaise Check Kare

Inke andar aap apne area ke number pe call karke apni policy ke bare me jan sakte hai aur yadi aap apni policy ki surrender value dekhni hai to iske liye bhi ek formula hai  [Basic sum assured (Number of premiums paid/Total number of premiums payable) + Total bonus received] x Surrender Value Factor. aap iss formule se apni policy ki surrender valu ka pta laga skate hai.

Toh aise aap apne LIC ki policy details dekh skte hai yhan se aap LIC ki saari details check kar skte hai kyoki hmne is artical me puri jankari di hai jaise; lic policy status in hindi ,lic policy registration , lic policy enquiry ,lic policy login ke bare me puri details se btaya hai umeed hai ki hmare dewara di gyi jankari apke kaam ayegi aur jankari achii lage to apne dosto ko bhi share kare.

Related Articles

One Comment

  1. ,मेरी पॉलिसी 101422357 दिनांक 28/3/2018 को परिपक्व हो गई। अभी तक भुगतान नहीं मिला

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button