Samanya Gyan

Khoj Or Aavishkar Kisne Or Kab Kiye

Khoj Or Aavishkar Kisne Or Kab Kiye

Kiski Khoj Kisne Ki GK Trick In Hindi- Itihaas Me Kiye Gaye Aavishkar Ke Bare Me Yanha Aapko Bataya Gaya Agar Aap Kisi Khoj Ki Jankari Na Mili Hoto Niche Comment Karke Uske Bare Me Bataye Ham Aapko Jaldi Se Jaldi Uske Bare Me Batayege.

Or Agar Aapko Bhi Asi Jankari Pata Hai. To Hamare Sath Share Kar Comment Box Me Bataye Ya Facebook Par Message Karke Hame Bate Ye Ham Yanha Par Wo Jankari Update Karege.

Bharat

  • Bhart Ki Khoj Ka Credit (Vasco Da Gama) Ko Diya Jata Hai.
  • Jo Europe Se Bhart Sidhi Yaatra Karne Wale Jahazon Ka Commander Tha.
  • Vah Jahaz 3baar Bhart Aaya.
  • Usne Bhart Ki Pahli Yaatra 1497 Se 1499 Tak Pura Kiya.

Internet

  • Kisi Ek Aadmi Ne Internet Ki Khoj Nahi Ki Iske Piche Kai Logo Ka Hath Tha.
  • Sabse Pahle Leonard Kleinrock Ne Internet Banane Ki Yojna Banai.
  • 1962 Me J.C.R. Licklider Ne Us Yojna Ke Sath Robert Taylor Ki Madadt Se Ek Network Banaya Jiska Name Tha. ” ARPANET “
  • ARPANET Ko TELNET Name Se 1974 Me Commercial Roop Se Istemal Me Laya Gaya.

Zero

  • Zero Ka Aavishkar Kisne Or Kab Kiya Yah Aaj Tak Raaj Hai.
  • Lekin Asa Mana Jata Hai. Ki Zero Ka Aavishkar Bhart Me Hi Huaa.

America

Christopher Columbus. 1492 Me.

Electron

  • J.J.Thomson
  • 1897 Me
  • 1906 Me Is Khoj Ke Liye Unhe Nobel Prize Bhi Mila.

Proton

Ernest Rutherford 1911 Me

Neutron

James Chadwick 1930 Me

Penicillin

Penicillin Ki Khoj Alexander Fleming ने St. Mary’s Hospital London Me Ki Thi.

Wi-Fi

Pahla Wi-Fi NCR Corporation Ne AT&T Corporation Ke Sath Milkar 1991 Me Cashier System Ke Liye Istemal Kiya Gaya.

Pencil

  • 1565 Se Pahle Or Kuch Stroton Ke Anusar 1500 Ke Shruaat Me.
  • Tab Ise Plumbago Name Diya Gaya Or Latin Me Iska Matlab Hai. Lead
  • Bahut Se Log Ki Galat Assumption Hai. Ki Pencil Me Graphite Ki Lead Hai

Lysosome

1950 Ki Shruaat Me Biochemical Tariko Se Lysosome Ki Khoj Christian De Duve Or Sahakarmi Ne Ki Thi.

Dynamite

Swedish Ka Chemists Or Engineers Alfred Nobel Ne 1867 Me Banaya Tha.

Tadit Chalak

Benjamin Franklin Ne.

Pulmonary Circulation

  • 1242 Me Egypt Ke Ibn Al-Nafis Ne Iske Bare Me Bataya Tha.
  • Lekin Dubara Iski Khoj Europe Ke Michael Servetus (1553) Or William Harvey (1616) Ne Ki.

Platinum

Antonio De Ulloa Or Charles Wood Ne 1740 Me.

Leyden Jar

Ewald Georg Von Kleist Or Pieter Van Musschenbroek Ne 1745 Or 1746 Ke Bich Me.

Black Hole

Black Hole Ke Bare Me John Michell Ne 1783 Me Bataya Tha.

Electromagnetic Induction

Electromagnetic Induction Michael Faraday Ne England Me 1831 Me

Electric Telegraph

Charles Wheatstone England Or Samuel F.B. Morse United States Ne 1837 Me.

Australia

Australia Ki Khoj Ek Dutch Sailor “Willem Janszoon” Ne 1606 Me Ki Thi.

Cell Membrane

Cell Membrance Ki Khoj Microscope Ki Khoj Ke 200 Saal Baad Swiss Botanist Carl Naegeli Or C. Cramer Ne 1855 Me Ki Thi.

Radio Activity

  • Radioactivity Ki Khoj Henri Becquerel Or Silvanus Thompson Ne 1896 Me Ki Thi.
  • Thorium Radioactivity Ki Khoj Gerhard Carl Schmidt Or Maria Skłodowska Curie Ne 1898 Me Ki Thi.

Stratosphere

Stratosphere Ki Khoj Richard Assmann Or Léon Teisserenc De Bort Ne 1902 Me Ki Thi.

Jet Engine

Jet Engine Ka Istemal Sabse Pahle Hans Von Ohain (1939), Secondo Campini (1940) And Frank Whittle (1941) Ne Aircraft Ke Lie Kiya Tha.

Integrated Circuit

  • Integrated Circuit Ka Aavishkar Jack Kilby Ne1958 Me Kiya Tha.
  • Lagbhag Ek Saal Baad Kilby Ko Iske Liye 2000 Nobel Prize Bhi Mile.
  • Or Ye 2000 Nobel Prize Jack Kilby Ko Robert Noyce Ne Diya Tha.

Pendulum Watch

  • Pendulum Clock Ki Khoj Ek Dutch Ke Scientist Christiaan Huygens Ne 1656 Me Ki Thi.
  • Us Time Ye Watch Sabse Sahi Time Batati Thi.
  • Ye Watch Sirf Ek Jagah Rakhne Par Hi Sahi Time Bata Sakti Thi. Agar Ye Hil Dul Jaye To Iska Time Sahi Nahi Hota Hai. .

Adding Machine

  • 1642 Me Blaise Pascal Ne France Me Banayi Thi.
  • Or Naye Jamane Ki Commercial Machine William Burroughs Ne St. Louis America Me Banai Thi.

Addressograph

1893 Me J.S. Duncan Ne Chicago, Illinois Me Banaya Tha.

Pahiya

Lakdi Ke Pahiye Ka Aavishkar Sabse Pahle Mesopotamia Iraq Me Huaa Tha. 3500 Saal Pahle Is Pahiye Ko Lakdi Ke Kai Takhton Se Jodkar Banaya Gaya Tha.

Ainak

Sabse Pahla Ainak 1286 Me Italy Me Banaya Gaya Tha. Iska Koi Pakka Sabut Nahi Mila Ki Kisne Ye Banaya Tha. Lekin Mana Jata Hai. Ki Pahla Ainak Salvino D’Armate Ne Banaya Tha.

Shayhi

Sabse Pahle Likhne Wali Shayhi Ko Egypt Or China Me 2500 BC Me Banaya Gaya Tha. Jo Ki Carbon Or Gum Ke Mishran Se Bani Thi. Phir Ise Sukha Liya Jata Aur Jab Kabhi Likhne Ki Zaroorat Hoti Thi To Usse Pani Ki Madat Se Gila Kar Ke Likha Jata Tha.

Kagaj

China Ke T’sai Lun Ne Lagbag 2000 Saal Pahle Kagaj Banaya Tha. Lekin Kuch Ithaskaro Ka Manna Hi. Ki Pahla Kagaj 3500 B.C Me Egypt Banaya Gaya Tha. Jo Papyrus Phode Se Banaya Gaya Tha. Or Isi Ke Karan Iska Name Paper Pada.

Number

Number System Bahut Purana Hai. Or Kai Cultures Me Iska Jikar Kiyaa Gayaa Hai. Lekin Inhe Banane Ka Credit Aryabhat Or Brahmagupta Ko Diya Jata Hai.

Perfume

Prachin Bhart Or Egypt Me Fragrant Flowers Or Leaves Me Ko Oil Me Bhigo Kar Us Se Fragrant Perfume Banane Ki Vidhi Ka Aakishkar Kiya Gaya Tha.

Motorcycle Ka Aavishkar Kisne Kiya

Do Pahiya Par Chalne Wale Motor Vehicle Ko Motorcycle Kahte Hai. Motorcycle Ko Kaas Kaam Ke Liye Banaya Gaya Hai. Jaise Ki Jyada Lambi Duri Ki Yatra Karne Ke Liye Ya Phir Reaching Karne Ke Liye To Isi Tarah Or Bhi Bahut Sare Karan Hai. Jiske Liye Special Motorcycle Ko Banaya Gaya Hai. 1894 Me Hildebrand & Wolfmüller Motorcycle Banane Wali Company Thi. Or Motorcycle Name Pahli Baar 1894 Me Name Rakha Gaya. Aaj Duniya Ki 3 Asi Company Hai. Jo Sabse Jyada Motorcycle Banati Hai. Honda, Yamaha, Hero Motocorp.

IS post me aapko avishkar aur avishkarak avishkar aur avishkarak ke naam www ki khoj kisne ki all aviskar in hindi chemistry ki khoj kisne ki battery ki khoj kisne ki avishkar in hindi laptop ka aviskar kisne kiya se related jankari di gayi hai .

Related Articles

One Comment

  1. Please bataye ki strechar, wheelchair aur evicuation chair ki khoj kisne aur kab aur kis company ne Kiya tha

  2. Please bataye ki strechar, wheelchair aur evicuation chair ki khoj kisne aur kab aur kis company ne Kiya tha

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button