Samanya Gyan

Internet Ka Avishkar Kisne Kiya Or Kb Kiya

Internet Ka Avishkar Kisne Kiya Or Kb Kiya

Internet Ke Aavisakar ne duniya me revolution la kar rakh di hai. Aaj internet itna jaruri ho gaya hai. Ki yadi ek minute internet band ho jaye to lakho crore ka nukasan ho jayega. Aaj bahut kuch internet ke uper dapend ho gaya hai. Vaise internet ek information lene ki technology hai. Jis se ham bahut si jankari le sakte hai. Or jankari logo ko de sakte hai. Kyonki internet duniya bhar ke lakho crore computer se juda hota hai. Jis se vah lakho crore logo ko aapas me jode rakhta hai. Internet duniya bhar me bahut sa data aadan pardan hota hai.

Internet International level network ke uper kaam karta hai. Jis se vah duniya bhar ke user ko ek sath World wide web ko internet ke liye sabse jaruri sadhan mana jata hai. Kyonki iske bina internet ka achi tarah se istemal nahi kar sakte hai. Yadi internet se koi jankari leni hai. To wod wide web ki jarurt to padegi hi iske bina koi jankari nahi mil sakti hai.

Or internet ke andar enter karne ke liye browaer ki jarurt padti hai. web browser ke bina internet nahi kar sakte. Web browser ek asa software hai. Jiske madhyam ka istemal kiya jata hai. Or internet ka istemal kiya jata hai. Or internet ka istemal dinbhar badhta hi ja raha hai.

Internet Ka Avishkar Kisne Kiya Or Kb Kiya

Sabse pahle internet ka aavishkar 1969 me DOD (Department of defense) dwara kiya gaya tha. Yah internet american Department of Defense

ke dwara UCLA ke or Stanford Research Institute Computers ka Networking par information ko aadan pardan kane ke liye jis Rule ka istemal hota hai. Use TCP (Transmission control protocol) Ya IP (Internet protocol) kahte hai. Or yah sari internet 1979 British post office pahla International computer network bana kar naye Technology ka istemal karna shuru karna kiya.

Is network ko ARPN (Advanced Research Project in Agency) ne baad me isko lagbag 1980 me launch kiya or 1980 me hi Bill Gates’s ka IBM Computers par ek Microsoft operating system lagane ke liye soda huaa Or

internet ka sahi istemal karne ke liye 1984 Apple ne pahli baar filse Folders, drop down menu, mouse, graphics ka istemal aadi Launched “Modern Successful Computer” Launch kiya.

Or internet ka sabse jyada or aasani se istemal to tab hone laga tha. jAB 1989 Tim berner lee ne intenet par Simple ko communication

banane ke liye Browsers, Pages and Links ka istemal kar ke world wide web banaya or 1989 me google ke aane ke neternet ka face change ho gaya hai. Jisse aaj ham vakif hai.

Ek ek report ke mutabik internet ki speed hone par ek faimaly saal bhar me internet par hone wale me se lagbahg 5 lakh upay bacha sakta hai. Isme sabse jyada paisa Entertainment, On line deals, Daily search and Travel me istemal hone wale internet ke roop me bacha sakta hai. Or aaj duniya me internet ki sabse mahngi seva Turkmenistan me hai.

Yanha unlimited internet access ke liye dolor ka rate 2048 hai. Jo ek month me 6,821.01 dolor tak paunch jati hai. Yanha sabse sasti internet seva 43.12 dolor har month me user ko 2GB 64 KBPS limited hai. Jabki Russia me high speed unlimited lagbahg 20 dolor ha month hai.

Or sabse tej internet Service south korea me yanha average speed 2202 Kbps hai. Jo duniya me sabse speed hai. Or america world ka sabse jyada internet istemal karne wala desh hai.

is post me aapko bataya gaya ki internet ka aviskar kis desh ne kiya internet ka aviskar kb hua internet ka aviskar kisne kiya or kab kiya

internet ki khoj kisne ki thi.Yadi aapko is jankari ke bare me kuch puchna ho to niche comment box me comment karke puch sakte hai. Or yadi aapko yah jankari pasand aaye to share karna naa bule.

 

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button