Samanya Gyan

Bijli  Electricity Ki Khoj Kisne Ki Thi.  

Bijli  Electricity Ki Khoj Kisne Ki Thi.

ELECTRICITY ek power ka roop hai. Jo ki natureme pahle se hi mojud  hai. To iska aavishkar nahi huaa balki iski khoj hui. Bahut sare experiments ki madadt se light or Electricity ke bich me connection banaya gaya tha. Lekin iski khoj karne ke credit Benjamin Franklin ko diya jata hai. Lagbhag 600 BC pahli ek Greek nivasi Thessaly is baat se parichit the. Ki kuch cheeze ragadane ke baad wo dusri unse halki cheezo ko apni or Attach karti hai.

Iske baad bahut sari Researchers ke baad 1930 me copper ke bartan paye gaye. Jo ki Ancient batteries banane ke kaam aate the. Asa hi equipment Baghdad me khudai karte time mila tha. Asa mana jata hai. Wo log iska istemal battery ke liye kkarte the.

Lekin 17th Century tak Electricity se related bahut sari khoj hui hai. Jaise ki  Electrostatic Generator , Electricity me positive or negative Current or conductors ya insulators ka Classification kiya gaya.

1752 me Ben Franklin ne ek Kite, key ki madadt se sabit kiya ki badalo me jo lighting hoti hai. Wo choti si Electric spark dono ek hi cheez hai. Iske baad 1800 me Italian physicist Alessandro volt ne ek Experiment me paya ki Special chemical reactions ki madadt se ham Electricity  bana sakte hai. O usne 1800 me hi voltaic pile ka aavishkar kiya jo ki aajkal ki battery hoti hai. Jo lakatar Electricity banati sakti hai.

1831 me electricity ko technology ke liye istemal kiya jane laga jab Michael Faraday ne electric dynamo ka aavishkar kiya. Isse bijli banane ki dikkat dur ho gayi. Michael Faraday ke electric dynamo me ek Magnet thi. Jo   Copper wire ki coil me ghumti thi. Or thodi matra me electric current banati thi.

Iske baad me electricity  ke area me bahut sare Experiment kiye gaye or naye naye bijli se chalne wale equipment banaye gaye 1878 ke karib Thomas Edison  or uske sathiyo ne Filament light bulb ka avishkar kai dusre scientist ne bhi kiya tha.

Dusre bijli se chalne wale equipment  ke bare me dusri post me bataya gaye hai.

Agar aapko Jankari ke baare mein kuch puchna ho toh aap mujhe comment kar ke pooch sakte hai. Or ydi aapko yah jankari pasand aaye to share karna na bhule

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button