Samanya Gyan

DNA Ki Khoj Kab Or Kisne Ki 

DNA Ki Khoj Kab Or Kisne Ki

DNA ka pura name hai.  “Deoxyribose nucleic acid ” Jo kisi bhi Living creature ki koshika me paya jata hai. Jivan ke sare Mysteries or Complications ko apne me samete huye is Chemistry  ka name aaj sayad hi koi padha likha insan ho jisne na suna ho.

Logo ki aap dharna ye hai. Ki DNA ki khoj  James Watson or Francis Crick ne ki thi. Lekin such to ye hai. Ki Iski khoj is se pahle hi ho chuki thi.

Sabse pahle 1869 me DNA ki pachan Johann Friedrich Miescher ne ki thi. Or usne iska name diya. nuclein”
Iske baad 1881 me Albrecht Kossel ne Nuclein ko nucleic acid ki tarah paya to iska name Deoxyribose nucleic acid ” rakh diya gaya. Or isne  DNA ko  5 bhago me bant diya gaya. “Adenine (A), cytosine (C), guanine (g), thymine (t) and uracil (u).” is kaam ke liye. Ise 1910 me Navel prize bhi mila.   

1951 me James Watson or Francis Crick sabse pahle ne DNA ki molecular structure ko pachana tha. Or 1962 me Watson, Crick, or Wilkins ko bhi navel prize diya gaya.

DNA ki do kissme ek  dusre se viprit dishao me chalane ke liye bani hoti hai. Or is parkar yah  antiparallel hai. Aapka DNA apni viprit ya aapki agli ya pichli pidhi ki jankari ke bare me jankari samil hai. Or kabhi kabhi parkat kar sakte hai. Ki kya aap kuch bimariyo ke liye jokhim me hai.

Iska pata lagane ke liye DNA Test, or genetic testing karano ki ek  kism ke liye istemal kiya jata hai. Kisi ke Genetic disorders ka nidan karne or yah laid down karne ke liye ki kya ek aadmi ko ek genetic mutation hai. Or we apne bachcho ko de sakta hai. Iski janch karne ke liye bhi DNA test karna padta hai.

Agar aapko is jankari ke bare me kuch puchna ho to aap niche comment karke puch sakte hai. Or yadi aapko yah jankari pasand aaye to share karna naa bhule.

Related Articles

4 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button