Samanya Gyan

Magnet Ki Khoj Kisne Ki

Magnet Ki Khoj Kisne Ki

Magnet ke bare me to ham sabhi jante  jante hai. Ki kya hoti hai. Magnet ek material ya vastu  hai. Jo kisi magnetic vastu ya iron ki dhatu ko apni or khinchti hai. Or Attract karti hai. Magnet ki patti jab aazadi se latkayi jati hai. To iske sire hamesa North-south direction me ruk jate hai.  Is gan ke karan ise load stone bhi kaha gaya

Sabse popular magnet ki khoj magnet name ke ek elderly  Cretan Shepherd ne ki thi. Wo karib 4,000 saal pahle North Greece ke area me apni bhedo ko chara raha tha. To use ek magnet jaisa stone ka tukda dikha. Kyonki vah jab bhedo ko charane ko jata to ase jute pahan ke jate jinke niche lohe ki layer thi. To ek din uske jute ke kuch stone ke tukde chipak gaye to usne dekha ki ye tukde hai.

To or vah kuch khoda gaya to Magnetite, a natural magnetic material mili iski khoj ke baad kai saalo ke liye magnet blind faith me ghira huaa tha. Or is tarah bimaro ko Bad souls ko dur karne darane or Attract karne or lohe ke bane ships ko bhang karne ki capacity ke roop me jadui power roop me mana jata tha. Phir dhire dhire iske uper research ki gayi or phir logo ko pata chala ki yah kaise kaam karti hai. Or kya chaaz hai. Realty me ye England ke William Gilbert Magnet ke guno ki study karne wale pahle aadmi the. Unhone lagbag 17 saal tak magnet ke guno ki study ki.

Magnet dwara jo Attract nahi hote hai. Unhe Ammunition kahte hai. Jaise Wood, paper, rubber, stone, glass, gold, silver, aluminum Substances se Artificial magnet nahi banaya ja sakta. Jo Substances  magnet attract kiye jate hai. Unhe Magnetic substance kahte hai. Jaise Iron, nickel, cobalt adi jo padarth in padartho se Artificial magnet  banaya  ja sakta hai. Magnet ke Opposite pole ek dusre ko hamesa attract karte hai. jabki Same pole hamesa ek dusre Repel yani dur bhagte hai. Yani North-south ek dusre ko Attract karege. Jabki North North or South South ek dusre ko repel karege.

Magnet ke guno ka jald se jald khoj Greeks or Chinese ya dwarakiya gaya tha. Magnetic ki samaj me 100 me William Gilbert ke experiment kiya gaya tha. To yah William Gilbert ko pahli baar feel huaa ki dharti ek visal mafnet tha.

Kuch Magnet natural roop se bhi paye jate hai. Manufactured kiye gaye magnet do tarah ke hote hai. Jaise Magnet and temporary magnet or  dono me deference hai. Jaise

Permanent Magnet 

Jo permanent magnet apne magnetc guno ko nahi khota hai. Use permanent magnet kahte hai. Ye hard Magnetic substance se banaye jate hai. Or ye Normal circumstances me bina kisi kmi ke bana rahta hai. Or Normal circumstances me bina kami ke bana rahta hai.

temporary magnet

Iske Adverse jo magnet ane magnetic guno ko kho deta hai.Use temporary magnet hai. Jaise Iron, steel, cobalt, nickel se bane magnet ke magnetic sabhi Magnetic field generated karte hai. Jab iske Used wires se hokar Electric current flows ki jati hai. Current ke End karte hi inka magnetic area karib zero ho jata hai. Isi liye inhe Electromagnet or electromagnet bhi kahte hai.

Yah jankari aapko kaisi lagi niche comment karke jarur bataye. Yadi aapko is jankari ke bare me puchna ho to aap niche comment karke puch sakte hai. Or yadi aapko yah jankari pasand aaye to share karna naa bhule.

 

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button