Samanya Gyan

Camera Ka Aavishkar Kisne Kiya 

Camera Ka Aavishkar Kisne Kiya

Yahek asi device jo video or photo khinchne ke kaam aata hai. Kisi bhi khaas pal ko Yaad rakhne ke liye camera ek bahur hi badiya tarika hai. Aaj ham aapko batayege. Ki kab or kisne cameraka aavishkar kiya.

1685 me Johann Zahn ne sabse pahle camera ka design tayar kiya. Lekin 1814 me Nicéphore Niépce ne sabse pahla photo khincha. Iske hazaro saal  pahle 1021 me ke Iraqi scientist Ibn- al- Haytham ne apni book  (Book of Optics ) me bhiiasi hi  Device ka jikar kiya tha. Lekin sbse pahla photography camera Louis Daquerre ne 1829 me banaya tha. Use photo lene ke tarika banane me karib 10 saal lag gaye the. Or jis  process se  photo ko banaya jata tha. Use  “daguerreotype” name diya gaya. Or ye sab usne  “Nicéphore Niépce” ki madadt se kiya.

Lekin baad me Louis or Niepce ke ladko ne is process ke sabhi adhikar (Right)  ko French government ko bech diya. Or iske baad me is process ko badiya banane ke liye bahut sare log lag baye. Or 1841 me Henry Fox Tablot ne calotype process ka aavishkar kiya. Iske baad  1856 me Hamilton Smith ne tintypes process ka aavishkar apne name karvaya.

Iske baad 1940 me Color camera market me Commercial  roop se aaye or Handy camera ne photography  ki duniya ko or aage tak badhaya.

* Process ,  tintypes process , calotype process asi ki kuch or bhi process thi. Jo photo ko banane ke liye istemal hoti thi. .

cctv camera ka avishkar kisne kiya camera ke avishkarak ka naam camera ka avishkar kisne kiya aur kab kiya digital camera ka avishkar kab hua कैमरा का अविष्कार किसने किया Camera का आविष्कार किसने किया और कब किया

Yah jankari aapko kaisi lagi. Hame niche comment karke jarur bataye. Or yadi aapko is jankari ke bare me kuch puchna ho to aap niche comment karke puch sakte hai. or yadi aapko yah jankari pasand aaye to share karna naa bhule.

Related Articles

One Comment

  1. सभी केमरा के अविष्कार किसने किया और कब की

  2. सभी केमरा के अविष्कार किसने किया और कब की

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button