Samanya Gyan

Bhart Me Sabse Pahla Computer Kon Laya

Bhart Me Sabse Pahla Computer Kon Laya

Computer ka aavishkar to bahut pahle huaa. Aaj se bahut time pahle computer chal pade the. Lekin kuch hi desho me iska  prachalan tha jo technology  me aage the. Lekin kuch desh to ase the . Jinko computer ke bare me pata bhi nahi tha. Lekin iki badhti jarurto ko dekh ke yah dhire dhire yah pure duniya me istemal hone laga. Lekin isko kuch hi desh banate the. Vanha se isko laya jata tha. Lekin pichle kuch time se computer hamri rojmra ki zindgi kaek hissa ban ke rah gaya hai. Is liye aaj lagbhag sabhi desho me iska bahut jyada istemal hone laga hai.

Or aaj sayad hi koi desh bacha hai. Janha computer ka kam istemal kiya Varna to inka istemal  aaj koi saman kharidne se lekar data storage tak hota hai. Aap isme apna kisi type ka bhi data store kar sakte hai. Internet se alag alag jankari hasil kar sakte hai. Badi badi problem minute me solution ka istemal lagbhag har jagah hone lega hai. Kyonki aaj logo ke pass time ki kami hai. Or thode time se jyada kaam karne ki kosis karte hai. Isliye computer ka istemal din bhar badhta hi ja raha hai.

 Computer Scanner Aavishkar Kisne Kiya

Bhart Me Sabse Pahla Computer KOn Laya

Bhart me Sabse Pahle Computer 1952 me 1952 me Dr.Dwijish Dutta dwara Kolkata me Indian institute of science ke andar laya gaya tha. Jo ek Analog computer lagaya gaya tha.

Lekin bhart me such me computer yug ki shuruaat to 1956 me hui. Jab Kolkata Indian Institute of Science ke andar igital computer HEC- 2M lagaya tha. Yah bhart ka pahla Electronic computer tha. Is computer ke aane ke baad bhart japan ke baad Asia ka dusra asa desh ban gaya. Jisne computer technology ka istemal kiya tha.

Phir 1958 me URL namak ka ek computer Computer Indian Statistical Institute Kolkata me lagaya gaya jo Aakar me HEC-2 se bhi bada tha. Is computer ko Russia gaya tha. Or 1964 me in dono computer ka istemal band kar diya.

Kyonki us time IBM ne apna pahla computer IBM 1401 Indian Statistical Institute Kolkata me lagaya. Jo IBM 1400 series ka pahla comuter tha. Jo ek data Processing system computer tha. Jise IBM ne 1959 me banaya tha.

Abhi tak jitne bhi computer bane the. Sabhi usre century se kharida gaya tha. Bhart me ek bhi nahii bana tha. Lekin 1966 e bhart ki 2 Institutions indian statistical institution or Jadavpur University dwara milkar bhart ke andar pahla computer banaya. Iska name ISIJU rakha gaya or HEC-2M or deference tha. URAL HEC – 2M  or URAL dono hi Computer with vacuum tube the. Jabki ISIJU Transistor computer tha.

Or iske baad to bhart me hi computer banne lege or bhart ka pahla super computer  ‘Ultimate 8000” tha. Jise bhart me banaya gaya tha. Or aaj to bahut latest computer bhart ke andar banaye jate hai. Bahut si achee achee company bhart ke andar computer banati hai.

Computer Ka Aavishkar Kisne Kiya

Computer Ke Bare Me Rochak Jankari

1. Daily Use me aane wala Computer Mouse sabse pahle Wood ka banaya gaya tha.

2. Every month lagbhag 5000 computer Virus banaye jate hai.

3. Ab tak lagbhag 17 billion devices me Internet istemal kiya ja chuka hai.

4. World ki pahli Hard Disk me sirf  5 MB data store kiya ja sakta tha.

5. Computer Screen me dikhne wale sabhi Visual sirf 3 color Red, green, blue se milkar bane hote hai.

6. Duniya ka pahla Computer Monitor ka istemal pahli baar 1980 me kiya gaya tha.

7. Duniya ke pahle computer ka Keyboard ka aavishkar 1968 me kiya gaya tha.

8. CD, DVD or Pen Drive se pahle bahari data ka aadan pardan karne ke liye floppy disk ka istemal kiya jata tha.

9.  Pahla floppy disk ka aavishkar 1970 me huaa tha. Jiski Store Capacity sirf 75.79 KB thi.

10. Duniya me sabse jyada istemal kiya jane wala USB Hardware pen drive 1999 me samne aaya tha. Lekin market me ise 2000 me utara gaya tha. Us time iski storage capacity sirf 8 MB thi.

11 . Aap apne computer par koi file banakar use ” con ” name se save nahi kar sakte. Kyonki ye keyboard computer me Protected hota hai.

12 . Sabse pahli  Ram (Random Access Memory) ki store karne ki capacity sirf 46 KB hi thi.

13 . Internet par Available sari jankari ka 80 % English language me hai.

14 . Jab CD , DVD or pen drive nahi tha. Tab data ko ek computer se dusre computer me bhejne ke liye floppy disk ka istemal kiya jata tha.

15 . Ek baar 15 saal ke bachhe ne sabse badi Space organization  NASA ki website ko hack kar liya tha. Jiske karan 21 din tak NASA ka kaam band ho gaya tha.

16 . 1956 me IBM ne ek hard disk banai jiska name 305 RAMAC tha. Iska weight to tons metha. lekin ye sirf 5 mb tak hi data store kar sakta tha.

17 . Computer bahut hi  fast hota hai. Ye lagbhag 38 Thousand trillion operation ek second me kr sakta hai.

18 . Ham jo keyboard ka istemal karte hai. WO QWERTY keyboard hota hai. Iska name isliye asa hai. Kyonki keyboard ki pahli line ke shuru ke Alphabet QWERTY hota hai.

19 DOS (Disk Operating System) computer ke hardware ko software se interface karne me help karta hai.

20 . Aaj ke youg ke Frame digital computer ki capacity 10-20 MIPS hai.

Agar aap ka jankari ke baare me koi Sawal ya sujav hai.  Neeche comment Karke Bataye aur Agar aapko yah Jankari pasand aaye to share karna na Bhule.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button